Aayi Singh Pe Swar (आई सिंघ पे सवार: भजन)


Aayi Singh Pe Swar ॥
Aayi Singh Pe Swar,
Maiya Odhe Chunari,
Odhe Chunari,
Maiya Odhe Chunari,
Aayi Singh Pe Swar Maiya ॥

Aadi Shakti Hai Maata Bhawani,
Jay Durga Maa Kali,
Bade Bade Rakhyas Sanghare,
Ran Chandi Matwali,
Kare Bhakto Ka,
Udhhar Maiya Odhe Chunari,
Aayi Singh Pe Swar Maiya ॥

Mahishasur Sa Mahan Bali,
Devon Ko Khub Sataya,
Chhin Liya Indrasan Aur,
Devon Ko Maar Bhagaya,
Kari Devon Ne Pukar Maiya,
Odhe Chunari Aayi,
Aayi Singh Pe Swar Maiya ॥

Durga Ka Avatar Liya Jhat,
Mahishasur Sanghari,
Dur Kiya Devon Ka Sankat,
Leela Teri Nyari,
Kiya Devon Pe Upakar Maiya,
Odhe Chunari Aayi,
Aayi Singh Pe Swar Maiya ॥
BhaktiBharat Lyrics

Jo Koi Jis Manasa Se Maiya,
Dwar Tihare Jata,
Har Echha Hoti Puri Aur,
Manh Manga Phal Pata,
Tera Gun Gave Sansar Maiya,
Odhe Chunari,
Aayi Singh Pe Swar Maiya ॥

Navratri 2026 Dates

Date Tithi Navratri Devi Name Color
19 March Amavasya Mata Shailputri Puja, Ghatasthapana, Nav Varsh Yellow
20 March Dwitiya Mata Brahmacharini Puja, Cheti Chand Green
21 March Tritiya Mata Chandraghanta Puja, Matsya Jayanti, Gangaur Gray
22 March Chaturthi Mata Kushmanda Puja Orange
23 March Panchami Mata Skanda Mata Puja, Lakshmi Panchami White
24 March Sashti Mata Katyayani Puja, Yamuna Chhath Red
25 March Saptami Mata Kalaratri Puja Dark Blue
26 March Ashtami Mata Mahagauri Puja, Durga Ashtami Pink
27 March Navami Mata Siddhidatri Puja, Rama Navami, Navratri Paran, Swaminarayan Jayanti Purple
आई सिंघ पे सवार: भजन - हिन्दी में पढ़ें
आई सिंघ पे सवार, मईया ओढ़े चुनरी, ओढ़े चुनरी, मईया ओढ़े चुनरी , आई सिंघ पे सवार मईया ॥
Bhajan Maa Durga BhajanMata BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanMaa Durga BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanShukravar BhajanFriday Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Narayani Sharanam

Maan Se Bhakti Hai, Maan Se Shakti Hai, Maan Se Mukti Hai, Karta Jo Maan Ka Sumiran...

Maiya Tere Bhakto Ko Tera Hi Sahara Hai

Maiya Tere Bhakto Ko, Tera Hi Sahara Hai, Tere Bina Is Jag Mein, Koi Na Hamara Hai, Maiya Tere Bhakto Ko, Tera Hi Sahara Hai ॥

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na karai: Ganga Mahatmy

Maa Ganga Maiya Ka Garimamay Mahatmya ॥ Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na Karai Bahu Sanjam Ri Suni Mosen ।..