Ab Ke Baras Mere Gaanv Mein Bappa (अब के बरस मोरे गाँव में बप्पा: श्री गणेश भजन)


Ab Ke Baras Mere Gaanv Mein Bappa Gauri Sut Ganraj,
Deva Hoke Sawar Musha Aao Maharaj ॥
Galiyan Mein Phool Bichao Palak Pavade Har Mein,
Vandan Bare Dwar Sajaun Chok Puraun Chah Mein,
Kese Manau Tumko Shiv Ji Ke Ladle,
Sunkar Ke Meri Binati Baho Ko Tu Tham Le,
Byakul Ankhiya Rah Nihare Devo Ke Sartaj,
Deva Hoke Sawar Musha Aao Maharaj ॥
BhaktiBharat Lyrics

Riddhi Siddhi Donon Hai Deva Seva Mein Aapki,
JIs Par Kirpa Ho Prabhu Ji Chinta Phir Kis Baat Ki,
Dono Haath Ko Jod Kar Sar Ko Jhukaungi,
Charnon Ki Dhul Apne Mathe Se Lagaungi,
Bich Bahvar Mein Phasi Hai Naiya Aan Bachao Laaj,
Deva Hoke Sawar Musha Aao Maharaj ॥
अब के बरस मोरे गाँव में बप्पा: श्री गणेश भजन - हिन्दी में पढ़ें
अब के बरस मोरे गाँव में बप्पा गुजरी सूत गणराज, देवा होके सवार मूसा आओ महाराज ॥
Bhajan Shri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanChaturthi BhajanGanesh Chaturthi BhajanRajasthani BhajanGrah Pravesh Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Veer Hanumana Ati Balwana

Veer Hanumana Ati Balwana, Ram Naam Rasiyo Re, Prabhu Man Basiyo Re

Jai Jaikaar Karo Mata Ki

Jai Jaikaar Mata Ki, Aao Sharan Bhawani Ki, Ek Baar Phir Prem Se Bolo

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye