Ab Sab Kuch Sambhalo Bholenath (अब सबकुछ सम्भालो भोलेनाथ: भजन)


Ab Sabkuch Sambhalo Bholenath,
Main Aaya Tere Charanon Main,
Tere Dwar Khada Hun Lachar,
Bas Jao Mere Kan Kan Main,
Ab Sabkuch Sambhalo Bholenath,
Main Aaya Tere Charanon Main ॥
Jata Main Teri Ganga Ki Dhara,
Gale Liptaye Bhole Sarp Ki Maala,
Trinetron Se Sab ko Dekhe,
Sab Kahate Use Trinayan Bala,
Bas Tujhse Lagaun Bhole Aash,
Bas Jao Mere Kan Kan Main,
Ab Sabkuch Sambhalo Bholenath,
Main Aaya Tere Charanon Main ॥

Amrt Ka Mujhe Moh Nahin Hai,
Tu Vish De Mujhe Vo Bhi Priy Hai,
Shiv Ke Jaisa Is Duniya Mein,
Aur Koi Bhi Dayalu Nahin Hai,
Mere Dil Mein Rama Hai Tera Naam,
Main Aaya Tere Charanon Main,
Ab Sabkuch Sambhalo Bholenath,
Main Aaya Tere Charanon Main ॥

Ab Sabkuch Sambhalo Bholenath,
Main Aaya Tere Charanon Main,
Tere Dwar Khada Hun Lachar,
Bas Jao Mere Kan Kan Main,
Ab Sabkuch Sambhalo Bholenath,
Main Aaya Tere Charanon Main ॥
अब सबकुछ सम्भालो भोलेनाथ: भजन - हिन्दी में पढ़ें
अब सबकुछ सम्भालो भोलेनाथ, मैं आया तेरे चरणों में, तेरे द्वार खड़ा हूँ लाचार, बस जाओ मेरे कण कण में, अब सबकुछ संभालो भोलेनाथ, मैं आया तेरे चरणों में ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanPrem Bhushan Bhajan

Other Popular Ab Sab Kuch Sambhalo Bholenath Video

By Rishav Thakur, Ayachi Thakur, Maithili Thakur

By Divya Chaturvedi

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jai Jaikaar Karo Mata Ki

Jai Jaikaar Mata Ki, Aao Sharan Bhawani Ki, Ek Baar Phir Prem Se Bolo

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram

Achyutam Keshavam Lyrics in Hindi And English - Achyutam Keshavam Krishna Damodaram. Kaun Kehte Hai Bhagwan Aate Nahi..

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Lakho Ke Dukh Liye Har Datiye

Lakho Ke Dukh Liye Har Datiye,Jholiyan Garibon Ki Bhi Bhar Datiye,Sabko Diye Khusiyon Ke Var Datiye,
Sabko Diye Khusiyon Ke Var Datiye,Jholiyan Garibon Ki Bhi Bhar Datiye ॥

Mat Barso Inder Raj

Aji mat barso Inder Raj, Ya Jag Sethani Bhije, Ya Jag Sethani Bhije, Mhari Raj Rani Bhije, Aji mat barso Inder Raj, Ya Jag Sethani Bhije ॥