Ajab Hai Bholenath Ye Darbar Tumhara (अजब है भोलेनाथ ये, दरबार तुम्हारा - भजन)


Ajab Hai Bholenath Ye,
Darbar Tumhara,
Darbar Tumhara,
Bhoot Pret Nit Kare Chakri,
Sabka Yahan Guzara,
Ajab Hai Bholenath Ye,
Darbar Tumhara,
Darbar Tumhara ॥
Baagh Bail Ko Hardam,
Ek Jagah Par Raakhe,
Kabhi Na Ek Dooje Ko,
Buri Nazar Se Taake,
Kahi Aur Nahi Dekha Humne,
Aisa Gajab Nazara,
Ajab Hai Bholenath Ye,
Darbar Tumhara,
Darbar Tumhara ॥

Ganpati Raakhe Chuha,
Kabhi Sarp Nahi Chhua,
Bhole Sarp Latkaye,
Kartik Mor Nachaye,
Aaj Ka Kanoon Nahi Hai Tera,
Anushashit Hai Saare,
Ajab Hai Bholenath Ye,
Darbar Tumhara,
Darbar Tumhara ॥

Ajab Hai Bholenath Ye,
Darbar Tumhara,
Darbar Tumhara,
Bhoot Pret Nit Kare Chakri,
Sabka Yahan Guzara,
Ajab Hai Bholenath Ye,
Darbar Tumhara,
Darbar Tumhara ॥
अजब है भोलेनाथ ये, दरबार तुम्हारा - भजन - हिन्दी में पढ़ें
अजब है भोलेनाथ ये, दरबार तुम्हारा, भूत प्रेत नित करे चाकरी,..
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanDhiraj Kant Bhajan

Other Popular Ajab Hai Bholenath Ye Darbar Tumhara Video

Ajab Hai Bholenath Ye Darbar Tumhara Pandit Pradeep Ji Mishra

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Shankar Mera Pyara.. Maa Ri Maa Mujhe Murat La De

Shankar Mera Pyara । Maa Ri Maa Mujhe Murat La De, Shiv Shankar Ki Murat La De..

Shankar Shiv Shambhu Sadhu Santan Sukhkari

Shankar Shiv Shambhu, Sadhu Santan Sukhkari , Nish Din Simaran Karte, Naam Punyakari ॥

Baba Teri Jata Mein Bahati Hai Gang Dhara

Shankar Teri Jata Mein, Baba Teri Jata Mein, Bahati Hai Gang Dhara, Bhole Teri Jata Mein,
Kali Ghata Ke Andar, Jimi Damini Ujala, Shankar Teri Jata Se, Bahati Hai Gang Dhara ॥