Baba Karle Tu Ithe Bhi Nazar Bhagat Koi Rota Hoyega (बाबा करले तू इत्थे भी नजर भगत कोई रोता होवेगा - भजन)


Baba Karle Tu Ithe Bhi Nazar,
Bhagat Koi Rota Hovega,
Aaya Hoga Haar Ke Vo Har Dagar,
Aaya Hoga Haar Ke Vo Har Dagar,
Bhagat Koi Rota Hovega,
Baba Karlen Tu Ithe Bhi Nazar,
Bhagat Koi Rota Hovega ॥
Teri Duniya Mein Nahin Aata,
Baba Koi Kaam Hai,
Kahate Hai Khatu Vich,
Milta Aaram Hai,
Ye Hi Aas Le Aaya Hoon Tere Dar,
Ye Hi Aas Le Aaya Hoon Tere Dar,
Bhagat Koi Rota Hovega,
Baba Karlen Tu Ithe Bhi Nazar,
Bhagat Koi Rota Hovega ॥

Main Bhi Haar Ke Aaya Tha Baba,
Kabhi Tere Dwar Pe,
Sar Pe Rakha Tha Mere,
Hath Tune Pyaar Se,
Thodi in Pe Bhi Kar De Mehar,
Thodi in Pe Bhi Kar De Mehar,
Bhagat Koi Rota Hovega,
Baba Karlen Tu Ithe Bhi Nazar,
Bhagat Koi Rota Hovega ॥

Meri Bigdi Banai,
Ab Inki Banani Hai,
Yoon Hi Nahin Baba Teri,
Duniya Deewani Hai,
Tujhe Leni Hogi Inki Bhi Khabar,
Tujhe Leni Hogi Inki Bhi Khabar,
Bhagat Koi Rota Hovega,
Baba Karlen Tu Ithe Bhi Nazar,
Bhagat Koi Rota Hovega ॥

Teri Padegi Najar,
Duniya Pheregi Nazar,
Teri Hi Kripa Ka Baba,
Hovega Asar,
Gaane Lagega Vo Jhoom Jhoom Kar,
Gaane Lagega Vo Jhoom Jhoom Kar,
Bhagat Koi Rota Hovega,
Baba Karlen Tu Ithe Bhi Nazar,
Bhagat Koi Rota Hovega ॥

Baba Karle Tu Ithe Bhi Nazar,
Bhagat Koi Rota Hovega,
Aaya Hoga Haar Ke Vo Har Dagar,
Aaya Hoga Haar Ke Vo Har Dagar,
Bhagat Koi Rota Hovega,
Baba Karlen Tu Ithe Bhi Nazar,
Bhagat Koi Rota Hovega ॥
बाबा करले तू इत्थे भी नजर भगत कोई रोता होवेगा - भजन - हिन्दी में पढ़ें
बाबा करले तू इत्थे भी नजर, भगत कोई रोता होवेगा, आया होगा हार के वो हर डगर, आया होगा हार के वो हर डगर, भगत कोई रोता होवेगा ॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanRadhashtami Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Kisi Ke Kam Jo Aaye Use Insan Kahte Hai

Kisi Ke Kam Jo Aaye, Use Insan Kahte Hain । Paraya Dard Apnaye, Use Insan Kahte Hain ॥

Anmol Tera Jeevan Yuhi Ganwa Raha Hai

Anmol Tera Jeevan, Yun Hi Ganva Raha Hai, Kis Aur Teri Manjil...

Tulsa Kar Aai Chaaron Dham

Tulsa Kar Aai Charon Dham, Jane Kahan Legi Vishram । Pahala Vishram Vaane Haridwar Mein Payo..

Radha Ka Chitchor Kanhaiya

Radha Ka Chitchor Kanhaiya, Daooji Ka Natkhat Bhaiya, Kunj Galin Ka Raas Rachaiya, Bha Gaya Hamen Bha Gaya...

Ghanshyam Tumhare Mandir Mein

Ghanshyam Tumhare Mandir Mein, Main Tumhe Rijhane Aayi Hoon, Vaani Mein Tanik Mithas Nahin, Par Vinay Sunane Aayi Hoon ॥