Banke Bihari Hame Bhul Na Jana (बांके बिहारी हमें भूल ना जाना: भजन)


Banke Bihari Hamen Bhool Na Jana,
Jaldi Jaldi Vrindavan,
Humko Bulana,
Banke Bihari Hame Bhool Na Jana ॥
Japte Rahe Hum Naam Tumhara,
Chhute Kabhi Na Hamse Vrindavan Pyara,
Hota Rahe Tere Dar Pe Aana Jana,
Banke Bihari Hame Bhool Na Jana ॥

Bhakti Ki Aisi Lagan Laga Do,
Santo Ki Seva Ka Bhaav Jaga Do,
Har Varsh Utsav Apna Yoon Hi Manwana,
Banke Bihari Hame Bhool Na Jana ॥

Katha Keertan Se Hota Jeevan Pavitr,
Sadhan Batate Yahi ‘Chitr Vichitr’,
Yoon Hi Lutana Apni Kirpa Ka Khajana,
Banke Bihari Hame Bhool Na Jana ॥

Banke Bihari Hamen Bhool Na Jana,
Jaldi Jaldi Vrindavan,
Humko Bulana,
Banke Bihari Hame Bhool Na Jana ॥
बांके बिहारी हमें भूल ना जाना: भजन - हिन्दी में पढ़ें
बांके बिहारी हमें भूल ना जाना, जल्दी जल्दी वृन्दावन, हमको बुलाना, बांके बिहारी हमे भूल ना जाना ॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanRadhashtami Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Mann Me to Aave Bhajan Banau

Mann Mein to Aave Bhajan Banaun, Bhajan Bana Ke Baalasa, Bhajan Bana Ke Baalasa Tujhko Rijhaun..

Bajrangbali Ki Shan Badi

Bajrangbali Ki Shan Badi, Ati Sundar Hai Hanumangadhi । Shri Ram Gareeb Navaj Hai, Hanumat Kalyug Ke Raja Hai

Bajrangbali Vo

Bajrangi Bali Vo,Bali Ma Bali Chir Chhati Dekhaye Na ll

Bajrangi Maharaj Tumhe Bhakt Bulate Hai

Bajrangi Maharaj, Tumhai Bhakt Bulate Hai, Tumhai Shish Jhukate Hai ॥