Banke Bihari Laal Teri Jai Hove (बांके बिहारी लाल, तेरी जय होवे: भजन)


Banke Bihari Laal,
Teri Jai Hove,
Bhaktan Ke Rakhpaal,
Teri Jai Hove,
Teri Jai Hove Teri Jai Hove,
Teri Jai Hove Teri Jai Hove,
Banke Bihari Laal,
Teri Jai Hove ॥
Charo Ved Tera Jay Gave,
Neti Neti Sada Pukare,
Phir Bhi Na Pawe Paar,
Teri Jai Hove,
Banke Bihari Laal,
Teri Jai Hove ॥

Dukh Sankat Ke Tum Rakhware,
Bhakta Ki Ankhon Ki Tare,
Dur Karo Andhakar,
Teri Jai Hove,
Banke Bihari Laal,
Teri Jai Hove ॥

Hum Dukhiyare Dwar Tumhare,
Ren Dina Yah Vinay Pukaare,
Kare Bhav Sagar Se Paar,
Teri Jai Hove,
Banke Bihari Laal,
Teri Jai Hove ॥

Hum Pagal Hai Duniya Wale,
Swarth Ke Hai Sab Matwale,
Ab To Aakar Than,
Teri Jai Hove,
Banke Bihari Laal,
Teri Jai Hove ॥
बांके बिहारी लाल, तेरी जय होवे: भजन - हिन्दी में पढ़ें
बांके बिहारी लाल, तेरी जय होवे, भक्तन के रखपाल, तेरी जय होवे, जय होवे तेरी जय होवे, जय होवे तेरी जय होवे, बाँके बिहारी लाल, तेरी जय होवे ॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanRadhashtami Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Mere Bhole Ki Fauj

Bam Bam Bam Bhole Bam Bam Bam, Is Sawan Karegi Mauj, Mere Bhole Ki Fauj

Sita Ram Sita Ram Sita Ram Kahiye

Sita Raam Sita Raam, Sitaraam Kahiye, Jaahi Vidhi Raakhe Raam, Taahi Vidhi Rahiye ।

Ram Tum Bade Dayalu Ho

Ram Tum Bade Dayalu Ho, Nath Tum Bade Dayalu Ho, Hari Ji Tum Bade Dayalu Ho ॥

Ram Ras Barsyo Re, Aaj Mahre Angan Main

Ram Ras Barsyo Ri, Aaj Mhare Angan Mein । Jag Gaye Sab Soye Sapne, Sabhi Paraye Ho Gaye Apne

Jal Jaaye Jihwa Papini, Ram Ke Bina

Ram Bina Nar Aise Jaise, Ashv Lagaam Bina । Jal Jaaye Jihwa Papini