Banke Bihari More Manmohna - Bhajan (बांके बिहारी मोरे मनमोहना - भजन)


Banke Bihari More Manmohana, Tore Siva Mohe Kachhu Bhaye Na
Main Balihari Dekhun Baat Tihari, More Prabhu Aao More Angna
Murli Manohar Sundaram, Banshidhar Kanha Madhuram
Achyutam Keshavam Krishna Damodaram
Ram Narayana Janki Vallabham
Charno Se Apne Aise Laga Lo Mujhe Tori Preet More Meet Mile Har Janam
Achyutam Keshavam Krishna Damodaram
Ram Narayana Janki Vallabham

Manmohan More Ghar Aao Kabhi Raste Pe Nayan Man Main Tori Chhavi
Raah Buharun Main To Niharun Khadi Kab Aaoge Kanha Batlao Abhi
Raasbihari Manmohanam Prem Se Pyare Tore Darshnam
Achyutam Keshavam Krishna Damodaram
Ram Narayana Janki Vallabham

Aas Ho Kanha Vishvas Ho Kanha Jivan Tumhi Mere Pran Ho Kanha
Sanson Sang Man Bhajta Jinko Neha Nidhi Ke Bhav Ho Kanha
Ham Aaye Tori Sharnam Hame Apna Lo Madhavam
Achyutam Keshavam Krishna Damodaram
Ram Narayana Janki Vallabham
[BhaktiBharat Lyrics]
बांके बिहारी मोरे मनमोहना - भजन - हिन्दी में पढ़ें
बांके बिहारी मोरे मनमोहना, तोरे सिवा मोहे कछु भाए ना, मैं बलिहारी देखूं बाट तिहारी, मोरे प्रभु आओ मोरे अंगना
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanIskcon BhajanDevi Neha Saraswat Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Mahakal Ki Gulami Mere Kam Aarhi Hai

Mahakal Ki Gulami, Mere Kaam Aa Rahi Hai, Unki Hi Kripa Se Ekdam Mast Zindagi Hai

Choti Si Meri Parvati Shankar Ki Puja Karti Thi

Chhoti Si Meri Parvati, Shankar Ki Pooja Karti Thi, Nirjal Rahakar Nishchhal Man Se, Nit Dhyan Prabhu Ka Dharti Thi..

Hum To Tere Darbar Ke Darbari Ho Gaye

Hum To Tere Darbar Ke Darbari Ho Gaye, Bhole Tere Naam Ke Pujari Ho Gaye ॥

Mahakal Meri Manzil Ujjain Hai Thikana

Mahakal Meri Manjil, Ujjain Hai Thikana, Main Gulam Hun Bhole Ka, Mere Saath hai Jamana, Mahakal Meri Manjil, Ujjain Hai Thikana ॥

Mahakal Ki Sharan Mein

Sabako Mila Shahara, Mahakal Ki Sharan Mein, Hai Kaal Bhi To Hara, Mahakal Ki Sharan Mein,
Sabako Mila Shahara, Mahakal Ki Sharan Mein ॥