Bhajan Shyam Sundar Ka Jo Karte Rahoge (भजन श्याम सुंदर का जो करते रहोगे: भजन)


Bhajan Shyam Sundar Ka Jo Karte Rahoge,
To Sansar Sagar Tarte Rahoge ।
Bhajan Shyam Sundar Ka Jo Karte Rahoge,
To Sansar Sagar Tarte Rahoge ।
Kirpa Nath Beshak Milenge Kisi Din,
Jo Satsang Se Path Se Gujarte Rahoge,
To Sansar Sagar Tarte Rahoge ।

Bhajan Shyam Sundar Ka Jo Karte Rahoge,
To Sansar Sagar Tarte Rahoge ।

Na Hoga Kabhi Kasht Man Ko Tumharen,
Jo Apni Badai Se Darte Rahoge,
To Sansar Sagar Tarte Rahoge ।

Bhajan Shyam Sundar Ka Jo Karte Rahoge,
To Sansar Sagar Tarte Rahoge ।

Chado Ge Hridaye Mein Sabhi Ke Sada Tum,
Jo Abhiman Gir Se Utar Te Rahoge,
To Sansar Sagar Tarte Rahoge ।

Bhajan Shyam Sundar Ka Jo Karte Rahoge,
To Sansar Sagar Tarte Rahoge ।

Chhalak Hi Padega Daya Sindu Kabil,
Jo Dagi Bindu Se Roj Bharte Rahoge,
To Sansar Sagar Tarte Rahoge ।

Bhajan Shyam Sundar Ka Jo Karte Rahoge,
To Sansar Sagar Tarte Rahoge ।
Bhaktibharat Lyrics

Bhajan Shyam Sundar Ka Jo Karte Rahoge,
To Sansar Sagar Tarte Rahoge ।
Bhajan Shyam Sundar Ka Jo Karte Rahoge,
To Sansar Sagar Tarte Rahoge ।
भजन श्याम सुंदर का जो करते रहोगे: भजन - हिन्दी में पढ़ें
भजन श्याम सुंदर का जो करते रहोगे, तो संसार सागर तरते रहोगे ।..
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanJanmashtami BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanShri Radha Krishna BhajanFagan Mela BhajanShri Shayam BhajanKhatu Shyam BhajanDhiraj Kant Bhajan

Other Popular Bhajan Shyam Sundar Ka Jo Karte Rahoge Video

Bhajan Shyam Sundar Ka Jo Karte Rahoge By Pujya Rajan Ji

Bhajan Shyam Sundar Ka Jo Karte Rahoge By Shri Devkinandan Thakur Ji Maharaj

Bhajan Shyam Sundar Ka Jo Karte Rahoge By Kailash Mishra

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Narayani Sharanam

Maan Se Bhakti Hai, Maan Se Shakti Hai, Maan Se Mukti Hai, Karta Jo Maan Ka Sumiran...

Maiya Tere Bhakto Ko Tera Hi Sahara Hai

Maiya Tere Bhakto Ko, Tera Hi Sahara Hai, Tere Bina Is Jag Mein, Koi Na Hamara Hai, Maiya Tere Bhakto Ko, Tera Hi Sahara Hai ॥

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na karai: Ganga Mahatmy

Maa Ganga Maiya Ka Garimamay Mahatmya ॥ Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na Karai Bahu Sanjam Ri Suni Mosen ।..