Bhole Ke Kawadiya Masat Bade Matwale Hain (भोले के कांवड़िया मस्त बड़े मत वाले हैं: भजन)


Om Namah Shivay, Om Namah Shivay॥
Chali Kawadiyon Ki Toli,
Sab Bhole Ke Hamajoli,
Gaumukh Se Gangajal Vo Lane Wale Hain।
Bhole Ke Kawadiya Mast Bade Mat Wale Hain.

Sab Alag-Alag Shaharon Se Chalkar Ate Hain,
Kandhe Pe Utha Ke kawad Daude Jate Hain ।
Hai Kathin Dagar Par Ye Na,
Rukane Wale Hain ॥
॥ Bhole Ke Kawadiya...॥

Koi Bhang Dhatura Bel Ke Patri Lae Hain,
Koi Doodh Dahi Mal-Mal Ke Tilak Lagae Hain ।
Hah Sab Mastani Shiv Ke,
Chahane Wale Hain ॥
॥ Bhole Ke Kawadiya...॥

‘Nodhi’ Jidd Chodo Kawad Aap Utha Bhi Lo,
Sangh ‘Lav’ Ke Shiv Bhole Ki Mahima Ga Bhi Lo ।
‘Sunny’ ‘Deepak’ Bhi Sath Hi Jane Wale Hain ॥
॥ Bhole Ke Kawadiya...॥
भोले के कांवड़िया मस्त बड़े मत वाले हैं: भजन - हिन्दी में पढ़ें
चली कांवड़ियों की टोली, सब भोले के हमजोली, गौमुख से गंगाजल वो लाने वाले हैं।
Bhajan Shiv BhajanMahadev BhajanKawadiya BhajanKanwar BhajanSavan BhajanShravan Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram

Achyutam Keshavam Lyrics in Hindi And English - Achyutam Keshavam Krishna Damodaram. Kaun Kehte Hai Bhagwan Aate Nahi..

Shri Krishna Govind Hare Murari

Shri Krshna Govind Hare Murari, He Nath Narayan Vasudeva॥ He Nath Narayan...

Krishna Bhajan

Famous Shri Krishna Bhajan for Janmashtami, Radhashtami, Holi, Bhagwat Katha, Gita Path, Kirtan, Bhajan Sandhya..

Nand Ke Anand Bhayo

Anand Umang Bhayo, Jay Ho Nand Lal Ki । Nand Ke Anand Bhayo, Jay Kanhiya Lal Ki

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..