Bhole Ke Naam Ka Pyala Piyege (भोले के नाम का प्याला पिएंगे: शिव भजन)


Bhole Ke Naam Ka Pyala Piyege,
Bhole Ke Naam Ka Jap Hum Karenge,
Masti Mein Jhumenge Nache Gayenge,
Jab Bhi Bhole Mere Damru Bajayenge ॥
O Diwane O Mastane,
Bhole Ki Takat Ko Tu Na Jane,
Jo Bhi Bane Bhole Ke Diwane,
Duniya Use Sadhu Santo Mein jane,
Bhole Bhole Mere Bhole Bhole Mere,
Bhole Bhole Mere Bhole Bhole ॥

Mathe Ardha Chandrama Saje,
Jiske Gale Mein Naag Biraje,
Bhoot Pret Ho Ya Koi Bhi Shakti,
Kuch Bhi Nahi Hai Mere Bhole Ke Aage,
Bhole Bhole Mere Bhole Bhole Mere,
Bhole Bhole Mere Bhole Bhole ॥
BhaktiBharat Lyrics

Jo Dharti Ambar Ko Hila De,
Jiska Junun Samandar Uchale,
Jiska Trisul Hai Itna Bhayankare,
Ache Ache Ke Isne Pran Nikale,
Bhole Bhole Mere Bhole Bhole Mere,
Bhole Bhole Mere Bhole Bhole ॥
भोले के नाम का प्याला पिएंगे: शिव भजन - हिन्दी में पढ़ें
भोले के नाम का प्याला पिएंगे, भोले के नाम का जप हम करेंगे, मस्ती में झूमेंगे नाचे गाएंगे, जब भी भोले मेरे डमरू बजायेंगे ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

New Bhaye Pragat Kripala Bhajan By Manoj Muntashir

Bhaye Pragat Kripala, Deendayala, Kausalya Hitakari । Harashit Mahatari, Muni Mana Hari, Adbhut Roop Bichari

Jiski Lagi Re Lagan Bhagwan Mein

Jiski Lagi Re Lagan Bhagwan Mein, Uska Diya Re Jalega Toophan Mein ।

Mil Kaho Garv Se Hindu Hain Ham

Mil Kaho Garv Se Hindu Hai Hum, Yah Hindustan Humara, Tha Swami Ji Ka Nara...

Rom Rom Me Basa Hua Hai Ek Usi Ka Naam

Rom Rom Mein Basa Hua Hai, Ek Usi Ka Naam, Tu Japle Ram Ram Ram, Tu Bhajle Ram Ram Ram, Rom Rom Mein Basa Hua Hain ॥

Badhaiya Baje Angane Mein

Badhaiya Baje Aangne Mein, Badhaiya Baje Aangne Me ॥Chandramukhi Mrignayani Avadh Ki, Todat Taane Raagne Mein..