Bhole Teri Banjaran (भोले तेरी बंजारन - भजन)


Banjaran Main Banjaran,
Bhole Teri Banjaran,
Baijnath Main Gayi,
Vishwanath Bhi Gayi,
Darshan Karke Dhanya Hui,
Ab Deewani Ho Gayi,
Re Jogiya,
Banjaran Main Banjaran,
Bhole Teri Banjaran ॥
Avinashi Hey Kailashi,
Rameshwar Ho Ya Kashi,
Dwadash Jyotirling Ghoomi,
Phir Bhi Yeh Akhiyan Pyasi,
Kashmir, Chennai, Kolkata, Mumbai,
Nagar-nagar Aur Gaanv-gaanv Mein,
Tere Roop Kai Re Jogiya,
Banjaran Main Banjaran,
Bholen Teree Banjaran ॥

Shraddha Se Kavad Lekar,
Laakhon Kavadiye Aate,
Teri Jayanad Bolte,
Gangajal Tumhe Chadhate,
Dekh Babri Bhi,
Janvari Ho Ya Mai,
Bhakto Ka Ambar Laga Tere,
Nachu Ta Tha Thi Re Jogiya,
Banjaran Main Banjaran,
Bholen Teri Banjaran ॥

Charanon Mein Apne Baba,
Mujhko Bhi De Do Chhaiya,
Tripurari Drishti Kar Do,
Chal Jae Meri Naiya,
Uma Lahari Hai Nai,
Aur Kompitishan Kai,
Aashirwad Agar Mil Jaye,
Gaoon Geet Kai, Re Jogiya,
Banjaran Main Banjaran,
Bholen Teri Banjaran ॥

Banjaran Main Banjaran,
Bhole Teri Banjaran,
Baijnath Main Gayi,
Vishwanath Bhi Gayi,
Darshan Karke Dhanya Hui,
Ab Deewani Ho Gayi,
Re Jogiya,
Banjaran Main Banjaran,
Bhole Teri Banjaran ॥
भोले तेरी बंजारन - भजन - हिन्दी में पढ़ें
बंजारन मैं बंजारन, भोले तेरी बंजारन, बैजनाथ मैं गई, विश्वनाथ भी गई..
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanTerash BhajanTriyodashi BhajanNarendra Chanchal Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Ik Din Vo Bhole Bhandari Banke Braj Ki Nari

Ik Din Vo Bhole Bhandari, Ban Karake Braj Ki Naari, Braj Mein Aa Gae | Ek Din Woh Bhole Bhandari Bhajan Lyrics in Hindi And English

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja, Uska Hi Uddhar Hua । Ant Kaal Ko Bhavasagar Mein, Uska Beda Paar Hua

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath, Teeno Lok Mein Tu Hi Tu । Shraddha Suman Mera, Man Belapatri...

Chalo Shiv Shankar Ke Mandir Me Bhakto

Chalo Shiv Shankar Ke Mandir Mein Bhakto, Har Har Har Mahadev Kee Jay Ho ।

Mangal Geet: Heri Sakhi Mangal Gavo Ri..

Heri/Ori Sakhi Mangal Gaavo Ri, Dharti Ambar Sajao Ri | Chokh Puravo, Mati Rangavo, Aaj Mere Piya Ghar Aavenge