Bhole Teri Kripa Se Yug Aate Yug Jate Hain (भोले तेरी कृपा से युग आते युग जाते है: भजन)


Bhole Teri Kripa Se
Yug Aate Yug Jaate Hai
Yugo Yugo Se Brahma Vishnu
Hey Shiv Tere Gun Gaate Hai
Har Yug Ka Tu Rachayita Hai
Har Pal Tu Sang Rahta Hai
Karmo Ka Phal Tu Deta Hai
Badale Me Kuchh Naa Leta Hai

O Bhole Sabse Nirale Tere Kaam
Bhole Sabse Nirale Tere Kaam

Bhole Teri Kripa Se
Yug Aate Yug Jaate Hai
Yugo Yugo Se Brahma Vishnu
Hey Shiv Tere Gun Gaate Hai

Jeevan To Bahti Dhara Hai
Dhara Ka Tu Kinara Hai
Janmo Ka Tu Sangi Saathi Hai
Tu Hi Pita Hamara
Sabse Bada Tera Naam

Bhole Teri Kripa Se
Yug Aate Yug Jaate Hai
Yugo Yugo Se Brahma Vishnu
Hey Shiv Tere Gun Gaate Hai

Bhole Teri Kripa Se
Yug Aate Yug Jaate Hai

Bhole Teri Kripa Se
Yug Aate Yug Jaate Hai

Shiv Naam Pyara Mera
Shiv Naam Pyara Mera
Sabse Hai Nirala
Shiv Naam Pyara Mera

Tere Naam Ka Uchcharan Hai
Mukti Hai Tu Nivaran Hai
Aadi Purush Swambhoo Hai
Shristi Ka Karta Karan Hai
Bhole Tujhe Japte Subah Shaam
Subah Shaam Re

Bhole Teri Kripa Se
Yug Aate Yug Jaate Hai
Yugo Yugo Se Brahma Vishnu
Hey Shiv Tere Gun Gaate Hai

Bhole Teri Kripa Se
Yug Aate Yug Jaate Hai

Bhole Teri Kripa Se
Yug Aate Yug Jaate Hai
भोले तेरी कृपा से युग आते युग जाते है: भजन - हिन्दी में पढ़ें
भोले तेरी कृपा से, युग आते युग जाते है, युगो युगो से ब्रह्मा विष्णु
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah BhajanAnuradha Paudwal Bhajan

Other Popular Bhole Teri Kripa Se Yug Aate Yug Jate Hain Video

By Debashish Dasgupta

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Chalo Bulawa Aaya Hai Mata Ne Bulaya Hai

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr

Bhor Bhai Din Chad Gaya Meri Ambey

Bhor Bhai Din Chadh Gaya Meri Ambey, Ho Rahi Jai Jai Kar Mandir Vich Aarti Jai Maa ।

Mangal Ki Sewa Sun Meri Deva

Mangal Ki Seva Sun Meri Deva, Hath Jod Tere Dwar Khade । Pan Supari Dhwja Nariyal,

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Tere Jeevan Main Khushiyan Tamam Aayegi

Tere Jeevan Main Khushiyan, Tamam Aayegi, Le Ja Maa Ki Duaye, Ye Kaam Ayegi, Le Ja Maa Ki Duaye,
Ye Kaam Ayegi ॥