Shri Ram Bhajan
Make Bhakti Bharat Your Preferred Source on Google

Ram Naam Ke Deewane Puje Jinko Duniya Mane (राम नाम के दीवाने, पूजे जिनको दुनिया माने: भजन)


Ram Naam Ke Deewane Puje Jinko Duniya Mane
Ram Naam Ke Deewane,
Puje Jinko Duniya Maane,
Sabake Sankat Mochan Pyare Hanuman Hai,
Ye Hai Anjani Ke Pyare,
Baba Laal Langote Wale,
Teri Mahima To Sabase Mahan Hai ॥
Ram Rang Main Range Hai Bala,
Raghubar Ke Hai Pyare,
Pag Pag Pal Pal Baba Ne,
Raghuvar Ke Kaaj Sanware,
Na Bhakt Koi Mere Bala Sa,
Inaki Shakti Duniya Mane,
Bhakti Duniya Jane,
Ram Naam Ke Deewane,
Puje Jinko Duniya Maane,
Sabake Sankat Mochan Pyare Hanuman Hai,
Ye Hai Anjani Ke Pyare,
Baba Laal Langote Wale,
Teri Mahima To Sabase Mahan Hai ॥

Murchha Mein Jab Pade Lakhan The,
Sab Ki Aas Thi Tuti,
Utha Ke Leke Parvat Aaye,
Parvat Pe Thi Buti,
Balashali Na Koi Bajarang Sa,
Ram Jo Kah De Pal Mein Baba,
Unaki Baat Ko Maane,
Ram Naam Ke Deewane,
Puje Jinko Duniya Maane,
Sabake Sankat Mochan Pyare Hanuman Hai,
Ye Hai Anjani Ke Pyare,
Baba Laal Langote Wale,
Teri Mahima To Sabase Mahan Hai ॥

mahadev Ke Rudra Gyarave,
Baba Tum Ho Kahaye,
Pawan Dev Se Udana Sikha,
Bidya Surya Se Paye,
Dani Na Gyani Koi Baba Sa,
Bhar Dete Bhandare Baba,
Naam Jo Inaka Mane,
Ram Naam Ke Deewane,
Puje Jinko Duniya Maane,
Sabake Sankat Mochan Pyare Hanuman Hai,
Ye Hai Anjani Ke Pyare,
Baba Laal Langote Wale,
Teri Mahima To Sabase Mahan Hai ॥

Ram Naam Ke Deewane,
Puje Jinko Duniya Maane,
Sabake Sankat Mochan Pyare Hanuman Hai,
Ye Hai Anjani Ke Pyare,
Baba Laal Langote Wale,
Teri Mahima To Sabase Mahan Hai ॥

राम नाम के दीवाने, पूजे जिनको दुनिया माने: भजन हिन्दी में पढ़ें

राम नाम के दीवाने, पूजे जिनको दुनिया माने, सबके संकट मोचन प्यारे हनुमान हैं, ये हैं अंजनी के प्यारे, बाबा लाल लंगोटे वाले, तेरी महिमा तो सबसे महान है ॥
Read Also

Bhajan Hanuman BhajanBalaji BhajanBajrangbali BhajanHanuman Janmotsav BhajanHanuman Jyanti BhajanMangalwar BhajanTuesday BhajanHanuman Path BhajanSundar Kand Path Bhajan

If you love this bhajan please like, share or comment!

Whatsapp ChannelFollow Bhakti Bharat Whatsapp Channel »
Bookmark / Save this bhajan for future Add To Favorites
* Please share any of your suggestions or ideas with us.

** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shiv Shambhu Shankara

Shankara bhole shankara, Shankara bhole shankara...

Shankar Teri Jata Se Behti Hai Gang Dhara

Shankar Teri Jata Se, Bahati Hai Gang Dhara Kali Ghata Mein Chamke, Jaise Koi Sitara ।

Aa Jao Bhole Baba Mere Makan Me

Aa Jao Bhole Baba Mere Makan Me, Tera Dam Dam Damaroo Bole Sare Jahan Mein॥ Sun Damaroo Ki..

Shiv Ji Bhula Rahe Hai Shiv Dham Ko Chalo

Shiv Ji Bhula Rahe Hai Shiv Dham Ko Chalo, Ghat Bhar Ke Ganga Jai Se Kavad Liye Bharo,
Shiv Ji Bhula Rahe Hai Shiv Dham Ko Chalo ॥

Baba Nene Chaliyo Hamaro Apan Nagari

Auro Baharab Ahan Ke Dehari Baba, Auro Baharab Ahan Ke Dehari, Baba Nene Chaliyau Hamaro Apan Nagari..

Meri Laaj Rakhna Bhole Meri Laaj Rakhna

Meri Laaj Rakhna, Tere Dware Aaya Mein Baba, Teri Sharan Mein aaya Mein Baba, Meri Laaj Rakhna Meri Laaj Rakhna ॥

Har Janmo Mein Bhole Ka Darbar Mil Jaye

Har Janmo Mein Bhole Ka Darbar Mil Jaye, Aor Dil Ke Khajane Se Jara Sa Pyar Mil Jaye ॥

Shiv Bhajan - Shiv Bhajan
Ram Bhajan - Ram Bhajan
Bhakti Bharat APP