Chal Re Kanwariya Shiv Ke Dham (चल रे कावडिया शिव के धाम: भजन)


Chahe Chaye Ho Badal Kale,
Chahe Pao Mein Pad Jaye Chale,
Chal Re Kavadia Shiv Ke Dham,
Chahe Aag Gagan Se Barse,
Chahe Pani Ko Maan Tarse,
Chal Re Kavadia Shiv Ke Dham,
Chal Re Kavadia Shiv Ke Dham,
Bol Bam Bol Bam Bol Bam Bol,
Tera Kuch Na Lagega Mel ॥
Kavad Kandhe Dhar Ke Bana Tu,
Shiv Naam Ko Jogi,
Maan Mein Rakh Bharosa Tujh Pe,
Shiv Ki Karuna Hogi,
Shiv Ki Karuna Hogi,
Kavad Sadhana Hai Nyari,
Kavad Shiv Ko Bahut Pyari,
Chal Re Kavadia Shiv Ke Dham,
Chal Re Kavadia Shiv Ke Dham,
Bol Bam Bol Bam Bol Bam Bol,
Tera Kuch Na Lagega Mel ॥

Kavad Ke Is Tap Se Tune,
Aisa Paras Hona,
Mitti Ko Tera Haath Lage To,
Wo Bhi Ban Jaye Sona,
Wo Bhi Ban Jaye Sona,
Aage Badta Ja Tu Pyare,
Baba Teri Baat Nihare,
Chal Re Kavadia Shiv Ke Dham,
Chal Re Kavadia Shiv Ke Dham,
Bol Bam Bol Bam Bol Bam Bol,
Tera Kuch Na Lagega Mel ॥

Ganga Ji Ka Pawan Jal Se,
Shiv Ko Arpan Karta,
Ashvamedh Ke Yagy Barabar,
Usako Phal Hai Milata,
Usako Phal Hai Milata,
Shiv Hai Teen Lok Ke Daata,
Shiv Hai Sirajanahar Vidhata,
Chal Re Kavadia Shiv Ke Dham,
Chal Re Kavadia Shiv Ke Dham,
Bol Bam Bol Bam Bol Bam Bol,
Tera Kuch Na Lagega Mel ॥

Chahe Chaye Ho Badal Kale,
Chahe Pao Mein Pad Jaye Chale,
Chal Re Kavadia Shiv Ke Dham,
Chahe Aag Gagan Se Barse,
Chahe Pani Ko Maan Tarse,
Chal Re Kavadia Shiv Ke Dham,
Chal Re Kavadia Shiv Ke Dham,
Bol Bam Bol Bam Bol Bam Bol,
Tera Kuch Na Lagega Mel ॥
चल रे कावडिया शिव के धाम: भजन - हिन्दी में पढ़ें
चाहे छाय हो बादल काले, चाहे पाँव में पड़ जाय छाले, चल रे कावड़िया शिव के धाम, चाहे आग गगन से बरसे, चाहे पानी को मन तरसे, चल रे कावडिया शिव के धाम, चल रे कावडिया शिव के धाम, बोल बम बोल बम बोल बम बोल, तेरा कुछ ना लगेगा मोल ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Main Toh Aarti Utaru Re Santoshi Mata Ki

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr

O Shankara Mere Shiv Shankara

O Shankara Mere Shiv Shankara, Balak Main Tu Pita Hai, Tujhase Kuchh Nahi Chhipa Hai,
Shankara Bholenath Bholenath, O Shankara Mere Shiv Shankara, Balak Main Tu Pita Hai ॥

O Mera O Shankara Ho

O Mera O Shankar Ho Mann Mein Baitha Hai Tu...

Laagi Lagan Shankara

Lagi Meri Preet Tere Sang, Mere Shankara । Lagi Meri Preet Tere Sang, Mere Shankara ।

Namo Namo Shankara

Jai Ho Jai Ho Shankara, Bholenath Shankara | Aadi Dev Shankara, Hey Shivay Shankara..