Damru Wajda Bhole Da (डमरू वजदा भोले दा - भजन)


Saari Duniya, Sheeshe Navaave,
Pi Ke, Bhang, Lor Mein Aave ll
Pi Ke, Bhang, Lor Mein Aave,
Naam Bhi, Goonjta, Bhole Ka,
Aa Jao, Naach Lo, Jo Naachna,
Ji, Damru Bajata Bhole Ka ll
Aa Jao, Naach Lo, Jo Naachna,
Ji, Damru Bajaata Shankar Ka ll
Gale Mein, Naag, Topiwale,
Rang Hain, Pile, Aur Kaale ll
Nath Mera, Bail Pe, Ab Aata Hai ll
Nandi,Sata Bhole Ka,
Aa Jao, Naach Lo, Jo Naachna ll

Ravan, Shraddha Se Dhyan,
Baba, Chaal, Masti Mein Aa Jao ll
Vah, Lanka, Naam Karva Ke ll
Dhoona, Jalta Bhole Ka,
Aa Jao, Naach Lo, Jo Naachna ll

Siddh-Saadhu, Prem Se Bharke,
Ban Gae, Chakr, Usake Dwar Pe ll
Yahan, Jata Se, Ganga Re ll
Chandrama, Shobhta Bhole Ka,
Aa Jao, Naach Lo, Jo Naachna ll

Har Har Mahadev
डमरू वजदा भोले दा - भजन - हिन्दी में पढ़ें
सारी दुनिया, शीश नवावे, पी के, भंग, लोर में आवे ll पी के, भंग, लोर में आवे, नाम भी, गूंजता, भोले का, आ जाओ, नाच लो, जिसने नाचना, जी, डमरू बजता भोले का ll
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Meri Vipda Taal Do Aakar

Meri Vipda Taal Do Aakar, Hey Jag Janani Mata, Sheron Wali Mata ॥

Woh Hai Jag Se Bemisal Sakhi

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr

Surat Badi Hain Pyari Maa Ki

Surat Badi Hain Pyari Maa Ki, Murat Ki Kya Baat Hai, Sar Par Sohe Mukut Sunhara, Trishul Chakra Bhi Haath Hai, Saj Dhaj Kar Bethi Hai Maiya, Ajab Nirali Thath Hai, Wah Wah Kya Baat Hai, Wah Wah Kya Baat Hai ॥

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...