Darshan Ko Akhiyan Pyasi Hai, Kab Darshan Hoga Shyam Ghani (दर्शन को अखियाँ प्यासी है, कब दर्शन होगा श्याम धणी: भजन)


Darshan Ko Akhiyan Pyasi Hai,
Kab Darshan Hoga Shyam Ghani,
Mujh Nirdhan Ke Ghar Aangan Main,
Kab Avan Hoga Shyam Ghani,
Darshan Ko Akhiyan Pyasi Hai,
Kab Darshan Hoga Shyam Ghani ॥
Mere Ghar Main Tumhai Bitha Ne Ko,
Na Choki Na Shihasan Hai,
Na Deepak Na Bati Hai,
Na Akshat Hai Na Chandan Hai,
Shradha Ke Phoolon Se Tera,
Abhinandan Hoga Shyam Ghani,
Darshan Ko Akhiyan Pyasi Hai,
Kab Darshan Hoga Shyam Ghani ॥

Savan Bhadon Donon Bite,
Aur Biti Holi Dewali Hai,
Par Mujhe Dekhne Nahi Mila,
Teri Surat Bholi Vali Hai,
Na Jane Kis Din Ankhiyon Ko,
Pag Darshan Hoga Shyam Ghani,
Darshan Ko Akhiyan Pyasi Hai,
Kab Darshan Hoga Shyam Ghani ॥

Darshan Ko Akhiyan Pyasi Hai,
Kab Darshan Hoga Shyam Ghani,
Mujh Nirdhan Ke Ghar Aangan Main,
Kab Avan Hoga Shyam Ghani,
Darshan Ko Akhiyan Pyasi Hai,
Kab Darshan Hoga Shyam Ghani ॥
दर्शन को अखियाँ प्यासी है, कब दर्शन होगा श्याम धणी: भजन - हिन्दी में पढ़ें
दर्शन को अखियाँ प्यासी है, कब दर्शन होगा श्याम धणी, मुझ निर्धन के घर आँगन में, कब आवन होगा श्याम धणी, दर्शन को अखियां प्यासी है, कब दर्शन होगा श्याम धणी ॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanRadhashtami Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Main Toh Aarti Utaru Re Santoshi Mata Ki

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..