Das Tere Hai Gajanan Dhyan Dharte Hai (दास तेरे है गजानन, ध्यान धरते है - भजन)


Das Tere Hai Gajanan,
Dhyan Dharte Hai,
Tere Charnon Mein Prabhu,
Pranam Karte Hai,
Tere Charnon Mein Prabhu,
Pranam Karte Hai ॥
Chaar Teri Hai Bhujaye,
Roop Mat Wala,
Shiv Bhuban Gouri Ke Lala,
Bhakt Rakh Wala,
Teri Shakti Ka Bhi Shiv,
Maan Karte Hai,
Tere Charnon Mein Prabhu,
Pranam Karte Hai ॥

Riddhi Siddhi Laabh Aur Subh,
Saath Mein Lana,
Dash Ka Anurodh Daata,
Bhul Mat Jaana,
Teri Mahima Ka Sada,
Gun Gaan Karte Hai,
Tere Charnon Mein Prabhu,
Pranam Karte Hai ॥

Mere Angna Mein Padharo,
Hai Araj Meri,
Gouri Nandan Jaldi Aao,
Na Karo Deri,
Push Chandan Se Tera,
Sanmaan Karte Hai,
Tere Charnon Mein Prabhu,
Pranam Karte Hai ॥

Buddhi Ke Daata Hume Bhi,
Gyan De Jao,
Apni Bhakti Ka Hume,
Bardan De jao,
Nit Tere Naam Ka,
Rash Paan Karte hai,
Tere Charnon Mein Prabhu,
Pranam Karte Hai ॥

'Shyam Sundar' Dash Tera,
Isko Apnana,
Hey Gajanan 'Lakhkha' Bhi,
Tera Hai Deewana,
Kardo Beda Paar,
Kyun Heran Karte Ho,
Tere Charnon Mein Prabhu,
Pranam Karte Hai ॥

Das Tere Hai Gajanan,
Dhyan Dharte Hai,
Tere Charnon Mein Prabhu,
Pranam Karte Hai,
Tere Charnon Mein Prabhu,
Pranam Karte Hai ॥
दास तेरे है गजानन, ध्यान धरते है - भजन - हिन्दी में पढ़ें
दास तेरे है गजानन, ध्यान धरते है, तेरे चरणों में प्रभु, प्रणाम करते है, तेरे चरणों में प्रभु, प्रणाम करते है ॥
Bhajan Sidhi Vinayak BhajanShri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanGajanan BhajanGanesh Chaturthi BhajanChaturthi BhajanGanesh Visarjan BhajanGanesh Puja Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Narayani Sharanam

Maan Se Bhakti Hai, Maan Se Shakti Hai, Maan Se Mukti Hai, Karta Jo Maan Ka Sumiran...

Maiya Tere Bhakto Ko Tera Hi Sahara Hai

Maiya Tere Bhakto Ko, Tera Hi Sahara Hai, Tere Bina Is Jag Mein, Koi Na Hamara Hai, Maiya Tere Bhakto Ko, Tera Hi Sahara Hai ॥

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na karai: Ganga Mahatmy

Maa Ganga Maiya Ka Garimamay Mahatmya ॥ Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na Karai Bahu Sanjam Ri Suni Mosen ।..