Daya Karo Hey Dayalu Ganpati (दया करो हे दयालु गणपति: भजन)


Sharan Main Aaye Hai Hum Tumhare,
Daya Karo Hay Dayalu Ganapati,
Sambhalo Bigidi Dasa Hamari,
Daya Karo Hay Dayalu Ganapati ॥
Na Ham Mein Bal Hai Na Ham Mein Shakti,
Na Ham Mein Sadhan Na Ham Mein Bhakti,
Tumhare Dar Ke Hai Ham Bhikhari,
Daya Karo Hay Dayalu Ganapati,
Sharan Main Aaye Hai Hum Tumhare,
Daya Karo Hay Dayalu Ganapati ॥

Jo Tum Pita Ho To Ham Hai Balak,
Jo Tum Ho Swami To Ham Hai Sevak,
Jo Tum Ho Thakur To Ham Hai Pujhari,
Daya Karo Hay Dayalu Ganapati,
Sharan Main Aaye Hai Hum Tumhare,
Daya Karo Hay Dayalu Ganapati ॥

Bhale Jo Hai Hum To Hai Balak,
Bure Jo Hai Hum To Hai Tumhare,
Tumhare Ho Kar Bhi Hum Dukhari,
Daya Karo Hay Dayalu Ganapati,
Sharan Main Aaye Hai Hum Tumhare,
Daya Karo Hay Dayalu Ganapati ॥

Sharan Main Aaye Hai Hum Tumhare,
Daya Karo Hay Dayalu Ganapati,
Sambhalo Bigidi Dasa Hamari,
Daya Karo Hay Dayalu Ganapati ॥
दया करो हे दयालु गणपति: भजन - हिन्दी में पढ़ें
शरण में आये है हम तुम्हारी, दया करो हे दयालु गणपति, सम्भालो बिगड़ी दशा हमारी, दया करों हे दयालु गणपति ॥
Bhajan Diwali Lakshmi Ganesh Puja BhajanVighneswaray BhajanShri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanGajanan BhajanGanesh Chaturthi BhajanChaturthi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Prayer Tumhi Ho Mata Pita Tumhi Ho

Tumhi Ho Mata, Pita Tumhi Ho । Tumhi Ho Bandhu, Sakha Tumhi Ho | Tum Hi Ho Sathi, Tum Hi Sahare

Parde Me Bethe Bethe Yun Na Muskuraiye

Parde Mein Baithe-baithe, Yoon Na Muskuraiye, Aa Gaye Tere Deewane...

Ek Din Mere Ghar Aana Mere Banke Bihari

Ek Din Mere Ghar Aana Mere Banke Bihari, Banke Bihari Mere Kunj Bihari..

Rahe Sang Tera Naam Prabhu Har Pal Mere Jeevan Mein

Rahe Sang Tera Naam Prabhu, Har Pal Mere Jeevan Mein, Nahi Pal Koi Aisa Ho, Jis Pal Tu Na Ho Man Mein Rahen Sang Tera Naam Prabhu, Har Pal Mere Jeevan Mein ॥

Sapane Me Sakhi Dekhyo Nandgopal

Sapne Mein Sakhi Dekhyo Nandgopal, Sawali Suratiya Hatho Me Bansuriya, Aur Ghunghrale Baal