Dekar Sharan Apani Apne Mein Sama Lena (देकर शरण अपनी अपने में समा लेना: शिव भजन)


Barapa Hai Kehar Bhole Aakar Ke Bacha Lena,
Dekar Sharan Apni Apne Mein Sama Lena ॥
Kahi Dharati Dole Hai Kahi Ambar Hai Barase,
Tumse Milne Ko Bhole Milne Na De Karte,
Muskil Badi Rahain Hai Rasta Bhi Dekha Dena,
Barapa Hai Kehar Bhole Aakar Ke Bacha Lena,
Dekar Sharan Apni Apne Mein Sama Lena ॥

Dar Dar Kyun Bhatku Mein Kuch Mujhme Kami Hogi,
Apni Sevak Rakhlo Kadmo Mein Jamin Hogi,
Halaton Se Lad Ladkar Jina Bhi Sikha Dena,
Barapa Hai Kehar Bhole Aakar Ke Bacha Lena,
Dekar Sharan Apni Apne Mein Sama Lena ॥
BhaktiBharat Lyrics

Jab Bhi Pukaru Mein Tumko Tumhai Aana Hi Hoga,
Itnai Vinati Hai Meri Tumhai Paar Lagana Hoga,
Jesi Hun Teri Hun Charanon Mein Jagah Dena,
Barapa Hai Kehar Bhole Aakar Ke Bacha Lena,
Dekar Sharan Apni Apne Mein Sama Lena ॥
देकर शरण अपनी अपने में समा लेना: शिव भजन - हिन्दी में पढ़ें
बरपा है केहर भोले आकर के बचा लेना, देकर शरण अपनी अपने में समा लेना ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..

Shyam Nazare Dekh Lo Ab Khol Ke

Shyam Nazaren Dekh Lo, Ab Khol Ke, Charanon Mein Rakha Kaleja, Khol Ke, Shyam Nazaren Dekh Lo, Ab Khol Ke ॥

O Lagi Lagi Re Preet Thasu Sawariya Sarkar

O Lagi Lagi Re Preet, Thasu Sanwariya Sarakar, Ban Ke Deewani Main To Nachungi,
Sanwara Deewani Main To Nachungi, O Lagi Lagi Re Preet, Thasu Sanwariya Sarakar ॥