Dil Ki Kutiya Mein Meri Aa Jao (दिल की कुटिया, में मेरी आ जाओ: भजन)


Shyam Darshan,
Jara Dikha Jao,
Dil Ki Kutia,
Main Mere Aa Jao ॥
Maine Kutia Bahot Sajae Hai,
Maine Kutia Bahot Sajae Hai,
Khushbu Apni Jara Luta Jao,
Dil Ki Kutia,
Main Mere Aa Jao ॥

Khatari Teri Saware Hogi,
Khatari Teri Saware Hogi,
Bhav Dil Ke Jara Jaga Jao,
Dil Ki Kutia,
Main Mere Aa Jao ॥

Kuch Kahenge To Kuch Sunenge Teri,
Kuch Kahenge To Kuch Sunenge Teri,
Humko Madhosh To Bana Jao,
Dil Ki Kutia,
Main Mere Aa Jao ॥

Dil Ki Kutia Main Kuch Kami To Nahi,
Dil Ki Kutia Main Kuch Kami To Nahi,
Gar Kami Hai Kami Pura Jao,
Dil Ki Kutia,
Main Mere Aa Jao ॥

Dil Ki Kutia Karib Hai Tere,
Dil Ki Kutia Karib Hai Tere,
Tum Jara Sa Karib Aa Jao,
Dil Ki Kutia,
Main Mere Aa Jao ॥

‘Nandu’ Har Haal Mein Tumhe Chaahe,
‘Nandu’ Har Haal Mein Tumhe Chaahe,
Prem Asha Prabhu Jaga Jao,
Dil Ki Kutia,
Main Mere Aa Jao ॥

Shyam Darshan,
Jara Dikha Jao,
Dil Ki Kutia,
Main Mere Aa Jao ॥
दिल की कुटिया, में मेरी आ जाओ: भजन - हिन्दी में पढ़ें
श्याम दर्शन, जरा दिखा जाओ, दिल की कुटिया, में मेरी आ जाओ ॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanRadhashtami Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Utho Sone Walo Sabera Hua Hai

Utho Sone Walo Sabera Hua Hai । Watan Ke Phakiron Ka Phera Hua Hai ॥ Utho Ab Nirasha Nisha Kho Rahi Hai

Adiyogi The Source Of Yoga

Door us aakash ki gehraiyon mein, Ek nadi se beh rahe hain Adiyogi...

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram

Achyutam Keshavam Lyrics in Hindi And English - Achyutam Keshavam Krishna Damodaram. Kaun Kehte Hai Bhagwan Aate Nahi..

Choti Choti Gaiyan Chote Chote Gwal

Choti Choti Gaiya, Chote Chote Gwal । Choto so Mero Madan Gopal ।