Ek Tu Hi Hai Mera Baki Sab Hai Veham (एक तू ही है मेरा, बाकी सब है वहम: भजन)


Mere Baba Sath,
Chhodna Na Tujhe Hai Kasam,
Ek Tu Hi Hai Mera,
Baaki Sab Hai Vaham,
Mere Baba Sath,
Chhodna Na Tujhe Hai Kasam ॥
Milta Sab Kuch,
Darbaar Mein Tere Jo Bhi Aata Hai,
Lo Aa Gayi Main Bhi Dar Pe,
Mujhko Bhi Ho Kripa,
Meri Sunle Baba,
Baandhari Khaatu Ke Chaman,
Ek Tu Hi Hain Mera,
Baaki Sab Hai Vaham,
Mere Baba Sath,
Chhodna Na Tujhe Hai Kasam ॥

Chalna Sath Hardam,
Baba Main Vishwaas Lai Hoon,
Duniya Se Haar Gayi Hoon,
Tere Dar Pe Aai Hoon,
Rahana Harpal Baba,
Sath Mere Tujhe Hai Kasam,
Ek Tu Hi Hain Mera,
Baaki Sab Hai Vaham,
Mere Baba Sath,
Chhodna Na Tujhe Hai Kasam ॥

Aaoon Nagri Teri to,
Main Bas Teri Ho Jaoon,
Tere Darshan Jo Kar Loon,
Main Tujhme Kho Jaun,
Tere Milne Ki Duri Ab,
Hui Hai Khatam,
Ek Tu Hi Hain Mera,
Baaki Sab Hai Vaham,
Mere Baba Sath,
Chhodna Na Tujhe Hai Kasam ॥

Mere Baba Sath,
Chhodna Na Tujhe Hai Kasam,
Ek Tu Hi Hai Mera,
Baakee Sab Hai Vaham,
Mere Baba Sath,
Chhodna Na Tujhe Hai Kasam ॥
एक तू ही है मेरा, बाकी सब है वहम: भजन - हिन्दी में पढ़ें
मेरे बाबा साथ, छोड़ना ना तुझे है कसम, एक तू ही है मेरा, बाकी सब है वहम, मेरे बाबा साथ, छोड़ना ना तुझे है कसम ॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanRadhashtami Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Jhule Palna Mein Krishna Kanhaiya

Jhule Palana Mein Krushn Kanhaiya, Badhae Baje Gokul Mein, Badhae Baje Gokul Mein,
Badhae Baje Gokul Mein, Jhule Palana Mein Krushn Kanhaiya, Badhae Baje Gokul Mein ॥

Main To Banke Dulhan Aaj Saji

Shyam Aan Baso Brundaban Main, Meri Umar Bit Gae Gokul Main, Main To Ban Ke Dulhan Aaj Saji, Bas Tum Hi Ho Mere Tan Maan main, Shyam Aan Baso Brundaban Main, Meri Umar Bit Gae Gokul Main ॥

Ab Naa Banegi Too Phir Na Banegi

Ab Naa Bani Too Fir Naa Banegi, Nar Tan Baar Baar Nahi Milta, Heera Saa Janam Kyo Virtha Gavayo..

Hame Nij Dharm Par Chalna Sikhati Roj Ramayan

Hamen Nij Dharm Par Chalna, Sikhati Roj Ramayan, Sada Shubh Aachran Karna, Sikhati Roj Ramayan ॥

Narayan Jaap

Shriman Narayan Narayan Narayan, Lakh Chaurasi Ghum Ke Tune Ye Manav Tan Paya