Gajanan Ganesha Hai Gaura Ke Lala (गजानन गणेशा हैं गौरा के लाला: भजन)


Gajanan Ganesha Hai Gaura Ke Lala,
Dayavant Ekadanta Swami Kripala ॥
Hay Sabase Juda Aur Sabase Hi Nyari,
hay Shankar Ke Sut Teri Mushak Sawari,
Hoti Devon Mein Pratham Teri Pooja,
Nahin Dev Koi Hai Tumase Nirala,
Gajanan Ganesha Hai Gaura Ke Lala,
Dayavant Ekadanta Swami Kripala ॥

Jo Hai Banjh Santan Unako Mili Hai,
Jo Hai Sune Aangan Wahan Kaliyan Khile Hai,
Kodhi Tum Dete Kanchan Si Kaya,
Bhukhe Ko Dete Ho Tum Hi Nivala,
Gajanan Ganesha Hai Gaura Ke Lala,
Dayavant Ekadanta Swami Kripala ॥

Riddhi Aur Siddhi Ho Tum Dene Wale,
Ye Tan Maan Ye Jeevan Hai Tere Hawale,
‘Avinash’ Gaye Aur Chhote Na Saragam,
Bana De ‘Bisaraya’ To Geeton Ki Maala,
Gajanan Ganesha Hai Gaura Ke Lala,
Dayavant Ekadanta Swami Kripala ॥

Gajanan Ganesha Hai Gaura Ke Lala,
Dayavant Ekadanta Swami Kripala ॥
गजानन गणेशा हैं गौरा के लाला: भजन - हिन्दी में पढ़ें
रिद्धि और सिद्धि हो तुम देने वाले, ये तन मन ये जीवन है तेरे हवाले, ‘अविनाश’ गाए और छूटे ना सरगम, बना दे ‘बिसरया’ तू गीतों की माला, गजानन गणेशा हैं गौरा के लाला, दयावन्त एकदन्त स्वामी कृपाला ॥
Bhajan Vighneswaray BhajanShri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanGajanan BhajanGanesh Chaturthi BhajanChaturthi Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

New Bhaye Pragat Kripala Bhajan By Manoj Muntashir

Bhaye Pragat Kripala, Deendayala, Kausalya Hitakari । Harashit Mahatari, Muni Mana Hari, Adbhut Roop Bichari

Jiski Lagi Re Lagan Bhagwan Mein

Jiski Lagi Re Lagan Bhagwan Mein, Uska Diya Re Jalega Toophan Mein ।

Mil Kaho Garv Se Hindu Hain Ham

Mil Kaho Garv Se Hindu Hai Hum, Yah Hindustan Humara, Tha Swami Ji Ka Nara...

Rom Rom Me Basa Hua Hai Ek Usi Ka Naam

Rom Rom Mein Basa Hua Hai, Ek Usi Ka Naam, Tu Japle Ram Ram Ram, Tu Bhajle Ram Ram Ram, Rom Rom Mein Basa Hua Hain ॥

Badhaiya Baje Angane Mein

Badhaiya Baje Aangne Mein, Badhaiya Baje Aangne Me ॥Chandramukhi Mrignayani Avadh Ki, Todat Taane Raagne Mein..