Gajanand Maharaj Padharo Kirtan Ki Taiyari Hai (गजानंद महाराज पधारो कीर्तन की तैयारी है - भजन)


॥ Shlok ॥
Pratham Manaye Ganesh Ke, Dhyaoo Sharada Maat,
Maat-Pita Guru Prabhu Charan Me, Nity Namao Maath॥
Gajanand Maharaj Padharo,
Kirtan Ki Taiyari Hai,
Aao Aao Bega Aao,
Chav Daras Ko Bhari Hai॥

The Aavo Zad Kaam Banela,
Tha Par Mhare Baji Hai,
Ranat Bhanwar Gadh Vala Sunalo,
Chinta Myahane Lagi Hai,
Der Karo Mat Na Tarasao,
Charana Araj Ye Myahari Hai,
॥ Gajanand Maharaj Padharo...॥

Riddhi Siddhi Sang Aao Vinayak,
Devon Daras Thara Bhagta Ne,
Bhog Lagava Dhauk Lagawa,
Pushp Chadhawa Charana Me,
Gajanand Thara Hatha Me,
Ab Too Laaj Hamari Hai,
॥ Gajanand Maharaj Padharo...॥

Bhagata Ki Too Vinati Sunali,
Shiv Soot Pyaaro Aayo Hai,
Jay Jaykar Karo Ganapati Ki,
Myaharo Man Harshayo Hai,
Barasenga Ab Ras Kirtan Me,
Bhagataun Mahima Bhari Hai,
॥ Gajanand Maharaj Padharo...॥

Gajanand Maharaj Padharo,
Kirtan Ki Taiyari Hai,
Aao Aao Bega Aao,
Chav Daras Ko Bhari Hai॥
गजानंद महाराज पधारो कीर्तन की तैयारी है - भजन - हिन्दी में पढ़ें
गजानंद महाराज पधारो, कीर्तन की तैयारी है, आओ आओ बेगा आओ, चाव दरस को भारी है॥
Bhajan Shri Ganesh BhajanInvitation BhajanGrah Pravesh BhajanGaneshotsav Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..

Shyam Nazare Dekh Lo Ab Khol Ke

Shyam Nazaren Dekh Lo, Ab Khol Ke, Charanon Mein Rakha Kaleja, Khol Ke, Shyam Nazaren Dekh Lo, Ab Khol Ke ॥

O Lagi Lagi Re Preet Thasu Sawariya Sarkar

O Lagi Lagi Re Preet, Thasu Sanwariya Sarakar, Ban Ke Deewani Main To Nachungi,
Sanwara Deewani Main To Nachungi, O Lagi Lagi Re Preet, Thasu Sanwariya Sarakar ॥