Gaura Ke Ladle teri jai jai jai ho ganesh ji (गौरा के लाडले तेरी जय जय जय जय हो गणेश जी - भजन)


Gaura Ke Ladle Ho,
Shankar Ke Ladle Ho,
Kate Ho Sabke Klesh Ji,
Teri Jai Jai Jai Jai Ho Ganesh Ji
Pratham Nimantran Jo Tum Ko Hai Deta
Uske Sabhi Sankat Har Leta
Subse Pehle Maney Jo Bhi Tum Ko
Koi Kami Phir Na Rehti Kabhi Unko
Gora Ke Ladle X2 Shankar Ke Tum Gori Lal Ji
Teri Jai Jai Jai Jai Ho Ganesh Ji
Bhaktibharat Lyrics

Subse Pehle Ho Teri Hi Puja
Dev Nahin Tumsa Koi Duja
Ridhi Siddhi Vardan Unko Milta
Koi Bhi Kaam Unka Jag Mein Na Rukta
Gaura Ke Ladle X2 Shankar Ke Tum Gori Lal Ji
Teri Jai Jai Jai Jai Ho Ganesh Ji

Vighna Haran Mangal Ki Datta
Tum Ho Jag Ke Bhagya Vidhata
Man Gaura Ki Aankhon Ke Tare
Sabke Ganpati Kaaj Savare
Gaura Ke Ladle X2 Shankar Ke Tum Gori Lal Ji
Teri Jai Jai Jai Jai Ho Ganesh Ji
गौरा के लाडले तेरी जय जय जय जय हो गणेश जी - भजन - हिन्दी में पढ़ें
गौरा के लाडले हो, शंकर के लाडले हो, कटते हो सबके क्लेश जी, तेरी जय जय जय जय हो गणेश जी...
Bhajan Gaura Ke Ladle BhajanGaneshotsav BhajanGajanan BhajanGanesh Chaturthi BhajanChaturthi BhajanVighneswaray BhajanShri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na karai: Ganga Mahatmy

Maa Ganga Maiya Ka Garimamay Mahatmya ॥ Bed Ki Aushad Khai Kachhu Na Karai Bahu Sanjam Ri Suni Mosen ।..

Chalo Man Ganga Yamuna Teer

Ganga Jamuna Nirmal Paani, Sheetal Hot Sharir, Chalo Man Ganga Jamuna Teer...

Ganga Ke Kinare Chale Jana

mitadi Hai Moorat, Jindi Ye Vani Hai, ganga Kinare Chale Jana, mudke Phir Nahin Aana

Shiv Ki Jata Se Barse Ganga Ki Dhar Hai

Shiv Ki Jata Se Barase, Ganga Ki Dhar Hai, Ganga Ki Dhar hai, Mahina Ye Sawan Ka Hai,
Chae Bahar Hai ॥

Mano Toh Main Ganga Maa Hun

Mano to Main Ganga Maa Hun, Na Mano to Bahata Pani, Jo Swarg Ne Di Dharti Ko, Mein Hun Pyar Ki Vahi Nishani