Ghumta Ghar Aao Mhara Pyara Gajanan (घुमतड़ा घर आवो, ओ म्हारा प्यारा गजानन: भजन)


Ghumtada Ghar Aavo,
O Mhara Pyara Gajanan,
Kheltada Ghar Aavo,
O Mhara Pyara Gajanan ॥Bramha Padharo Vishnu Padharo Deva,
Sang Mein Le Aana Saraswati Ko,
O Mhara Pyara Gajanan,
Ghumtada Ghar Aavon,
O Mhara Pyara Gajanan ॥

Ram Padhaaro Lakshman Padharo Deva,
Sang Mein Le Aana Sita Sati Ko,
O Mhara Pyara Gajanan,
Ghumtada Ghar Aavon,
O Mhara Pyara Gajanan ॥

Damru Bajavat Shiv Ji Padharo Deva,
Sang Mein Le Aana Parvati Ko,
O Mhara Pyara Gajanan,
Ghumtada Ghar Aavon,
O Mhara Pyara Gajanan ॥

Sinh Chadhat Maan Aavo Bhawani,
Sang Mein Le Aana Nav Durga Ko,
O Mhara Pyara Gajanan,
Ghumtada Ghar Aavon,
O Mhara Pyara Gajanan ॥

Murli Bajavat Krishn Padharo Deva,
Sang Mein Le Aana Radha Rukman Ko,
O Mhara Pyara Gajanan,
Ghumtada Ghar Aavon,
O Mhara Pyara Gajanan ॥

Bai Meera Kahe Prabhu Girdhar Naagar,
Dena Humko Prem Bhakti Ho,
O Mhara Pyara Gajanan,
Ghumtada Ghar Aavon,
O Mhara Pyara Gajanan ॥

Ghumtada Ghar Aavo,
O Mhara Pyara Gajanan,
Kheltada Ghar Aavo,
O Mhara Pyara Gajanan ॥

आरती गणपती की | आओ जी गजानन आओ | श्री सिद्धिविनायक तेरी आरती गाऊं | गणपती बप्पा मोरया | श्री सिद्धिविनायक नमः
घुमतड़ा घर आवो, ओ म्हारा प्यारा गजानन: भजन - हिन्दी में पढ़ें
घुमतड़ा घर आवो, ओ म्हारा प्यारा गजानन, खेलतड़ा घर आवो, ओ म्हारा प्यारा गजानन ॥
Bhajan Vighneswaray BhajanShri Ganesh BhajanShri Vinayak BhajanGanpati BhajanGanpati Bappa BhajanGaneshotsav BhajanGajanan BhajanGanesh Chaturthi BhajanChaturthi BhajanVinayak Chaturthi BhajanSiddhi Vinayak BhajanAshtavinayak Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Janme Avadh Me Ram Mangal Gao Ri

jis bhajan mein ram ka naam na ho, us bhajan ko gana na chahie...

Sare Jahan Ke Malik Tera Hi Aasara Hai

Sare Jahan Ke Malik, Tera Hi Aasra Hai, Raji Hain Hum Usi Mein, Jis Mein Teri Raja Hai...

Karlo Karlo Charo Dham

Karlo Karlo Charo Dham, Milenge Krishn, Milenge Ram Jeevan Safal Usi Ka Samjho, Jisne Kiya Ye Dham

Tum Karuna Ke Sagar Ho Prabhu

Tum Karuna Ke Sagar Ho Prabhu, Meri Gagar Bhar Do Thake Panv Hai

Tumhi Me Ye Jivan Jiye Ja Raaha Hoon

Tumhin Mein Ye Jeevan Jiye Ja Raha Hoon, Jo Kuchh De Rahen Ho Lie Ja Raha Hoon ॥ Tumhin Se Chala Karati Pranon Ki Dhadakan...