Guru Shiv Ko Bana Lijiye (गुरु शिव को बना लीजिए: शिव भजन)


Guru Shiv Ko Bana Lijie,
Bhakti Se Ghar Saja Lijiye ॥
Kar Nahin Hai to Lachar Hai,
Hai to Tali Baja Deejiye ।
Guru Shiv Ko Bana Lijiye,
Bhakti Se Ghar Saja Lijiye ॥

Guru Seva Se Hi Gyan Ka,
Jyoti Dil Mein Jala Lijiye ।
Guru Shiv Ko Bana Lijiye,
Bhakti Se Ghar Saja Lijiye ॥

Shishy Banne Se Jo Kuchh Mila,
Dusro Ko Bata Deejie ।
Guru Shiv Ko Bana Lijiye,
Bhakti Se Ghar Saja Lijiye ॥

Guru Shiv Se Na Achchhe Koi,
Agar Ho to Bata Deejie ।
Guru Shiv Ko Bana Lijiye,
Bhakti Se Ghar Saja Lijiye ॥

Kar Nahin Hai to Lachar Hai,
Hai to Tali Baja Deejiye ।
Guru Shiv Ko Bana Lijiye,
Bhakti Se Ghar Saja Lijiye ॥

Guru Shiv Ko Bana Lijie,
Bhakti Se Ghar Saja Lijiye ॥
गुरु शिव को बना लीजिए: शिव भजन - हिन्दी में पढ़ें
गुरु शिव को बना लीजिए, भक्ति से घर सजा लीजिये ॥ कर नहीं है तो लाचार है,..
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah BhajanDhiraj Kant Bhajan

Other Popular Guru Shiv Ko Bana Lijiye Video

Shiv Bhajan Guru Shiv Ko Bana Lijiye By Singer Rupesh Choudhary

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Guru Bina Ghor Andhera Re Santo

Guru Bin Ghor Andhera Santo, Guru Bin Ghor Andhera Ji । Bina Deepak Mandriyo Suno...

Sab Main Koi Na Koi Dosh Raha

Sab Mein Koi Na Koi Dosh Raha । Ek Vidhata Bas Nirdosh Raha ॥ Ved Shaastr Ka Mahapandit Gyani

Magan Ishwar Ki Bhakti Me Are Mann Kiyon Nahin Hota

Magan Ishwar Ki Bhakti Mein, Are Mann Kyon Nahin Hota । Pada Aalasy Mein Murkh

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Achyutam Keshavam Krishna Damodaram

Achyutam Keshavam Lyrics in Hindi And English - Achyutam Keshavam Krishna Damodaram. Kaun Kehte Hai Bhagwan Aate Nahi..