Haar Gaya Hoon Jag Se Baba (हार गया हूँ जग से बाबा: भजन)


Haar Gaya Hun Jag Se Baba,
Mujhko Gale Se Laga Le Tu,
Layak Nahi Hun Dar Ke Tere,
Layahi Hun Dar Ke Tere,
Layak Mujhko Bana Lo Tum,
Haar Gaya Hun Jag Se Baba,
Mujhko Gale Se Laga Le Tu ॥
Papi Hun Ya Kapati Hun Main,
Jesa Bhi Hun Tera Hun,
Apno Ne Thukraya Mujhko,
Main Bilkul Akela hun,
Sar Pe Rakh Do Haath Mere Ab,
Apne Sharam Main Bulalo Tum,
Haar Gaya Hun Jag Se Baba,
Mujhko Gale Se Laga Le Tu ॥

Dinon Ke Tum Data Ho Phir,
Kyon Jholi Meri Khali Hai,
Sab Bhakton Ki Bigadi Banai,
Ab Baba Meri Bari Hai,
Lile Chadh Ke Jaldi Aao,
Aakar Laaj Bachao Tum,
Haar Gaya Hun Jag Se Baba,
Mujhko Gale Se Laga Le Tu ॥

Tere Siwa Na Koi Mera,
Kisko Haal Sunaun Main,
‘Archu’ Pe Kya Bit Rahi Hai,
Kaise Tujhase Chhupaun Main,
Bich Bhanvar Mein Ataki Naiya,
Aakar Paar Laga Do Tum,
Haar Gaya Hun Jag Se Baba,
Mujhko Gale Se Laga Le Tu ॥

Haar Gaya Hun Jag Se Baba,
Mujhko Gale Se Laga Le Tu,
Layak Nahi Hun Dar Ke Tere,
Layahi Hun Dar Ke Tere,
Layak Mujhko Bana Lo Tum,
Haar Gaya Hun Jag Se Baba,
Mujhko Gale Se Laga Le Tu ॥
हार गया हूँ जग से बाबा: भजन - हिन्दी में पढ़ें
हार गया हूँ जग से बाबा, मुझको गले लगा लो तुम, लायक नहीं हूँ दर के तेरे, लायक नहीं हूँ दर के तेरे, लायक मुझको बना लो तुम, हार गया हूं जग से बाबा, मुझको गले लगा लो तुम ॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanRadhashtami Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Mann Me to Aave Bhajan Banau

Mann Mein to Aave Bhajan Banaun, Bhajan Bana Ke Baalasa, Bhajan Bana Ke Baalasa Tujhko Rijhaun..

Bajrangbali Ki Shan Badi

Bajrangbali Ki Shan Badi, Ati Sundar Hai Hanumangadhi । Shri Ram Gareeb Navaj Hai, Hanumat Kalyug Ke Raja Hai

Bajrangbali Vo

Bajrangi Bali Vo,Bali Ma Bali Chir Chhati Dekhaye Na ll

Bajrangi Maharaj Tumhe Bhakt Bulate Hai

Bajrangi Maharaj, Tumhai Bhakt Bulate Hai, Tumhai Shish Jhukate Hai ॥