Hey Shani Deva Thamo Mera Hath Re (हे शनि देवा थामो मेरा हाथ रे:शनि देव भजन)


Hey Shani Deva Thamo Mera Hath Re,
Dedo Apane Bhatko Ka Tum Saath Re,
Hey Shani Deva Thamo Mera Hath Re ॥
Teri Puja Se Ho Jate Samparna Sare Kaam Re,
Sankat Sare Dur Ho Jate Jap Le Shani Dev Naam Re,
Japte Nish Din Hum Sab Tujhe Naath Re,
Hey Shani Deva Thamo Mera Hath Re ॥
BhaktiBharat Lyrics

Jab Jab Koi Vipada aae Sab Ne Tujhe Pukara Hai,
Sare Rishte Nate Jhoote Sacha Tera Sahara Hai,
Sonpi Jivan Dori Tere Haath Re,
Hey Shani Deva Thamo Mera Hath Re ॥
हे शनि देवा थामो मेरा हाथ रे:शनि देव भजन - हिन्दी में पढ़ें
हे शनि देवा थामो मेरा हाथ रे, देदो अपने भगतो का तुम साथ रे, हे शनि देवा थामो मेरा हाथ रे ॥
Bhajan Shri Shani BhajanShani Dev BhajanShani Jayanti BhajanShanivar BhajanSaturday Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Veer Hanumana Ati Balwana

Veer Hanumana Ati Balwana, Ram Naam Rasiyo Re, Prabhu Man Basiyo Re

Ek Din Bole Prabhu Ramchandra

Ek Din Bole Prabhu Ramchandra, Main Mann Ki Baat Batata Hoon, Tum Lete Raho Hanuman Yahan, Main Tere Charan Dabaata Hoon ॥

Murakh Bande Kya Hai Re Jag Me Tera

O Murakh Bande, Kya Hai Re Jag Me Tera, Ye to Sab Jhootha Sapna Hai, Ye to Sab Jhootha Sapna Hai, Kya Tera Kya Mera,
Murakh Bande, Kya Hai Re Jag Me Tera ॥

Kevat Ram Ka Bhakt Hai

Kevat Ram Ka Bhakt Hai, Donon Charanon Ko Dhona Padega, Jal Sarayu Ka Gahara Bhi Hai,
Paar Usako Lagaana Padega, Kevat Ram Ka Bhakt Hai, Donon Charanon Ko Dhona Padega ॥