Hey Shiv Shambhu Karuna Sindhu (हे शिव शम्भू करुणा सिंधु - भजन)


Hey Shiv Shambhu Karuna Sindhu,
Jag Ke Palanahar,
Dayalu Vandan Barambar,
Dayalu Vandan Barambar ॥
Triloki Hai Naam Tumhara,
Triloki Hai Naam Tumhara,
Teri Daya Se Jag Se Ujiyara,
Teri Daya Se Jag Se Ujiyara,
Kan Kan Mein Hai Vaas Tumhara,
Kan Kan Mein Hai Vaas Tumhara,
Karuna Ke Bhandar,
Dayalu Vandan Barambar,
Dayalu Vandan Barambar ॥

Sare Jag Ke Tum Ho Swami,
Sare Jag Ke Tum Ho Swami,
Hey Jagapalak Antaryami,
Hey Jagapalak Antaryami,
Siyaram Ka Dhyan Dhare Tu,
Siyaram Ka Dhyan Dhare Tu,
Girija Ke Bharatar,
Dayalu Vandan Barambar,
Dayalu Vandan Barambar ॥

‘Harsh’ Kahun Kya Teri Maya,
‘Harsh’ Kahun Kya Teri Maya,
Tune Ye Bramhand Rachaya,
Tune Ye Bramhand Rachaya,
Tere Naam Se Ham Dino Ka,
Tere Naam Se Ham Dino Ka,
Chalata Hai Sansaar,
Dayalu Vandan Barambar,
Dayalu Vandan Barambar ॥

Hey Shiv Shambhu Karuna Sindhu,
Jag Ke Palanahar,
Dayalu Vandan Barambar,
Dayalu Vandan Barambar ॥
हे शिव शम्भू करुणा सिंधु - भजन - हिन्दी में पढ़ें
हे शिव शम्भू करुणा सिंधु, जग के पालनहार, दयालु वंदन बारम्बार, दयालु वंदन बारम्बार ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanPrem Bhushan Bhajan

Other Popular Hey Shiv Shambhu Karuna Sindhu Video

By Rishav Thakur, Ayachi Thakur, Maithili Thakur

By Divya Chaturvedi

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..

Veer Hanumana Ati Balwana

Veer Hanumana Ati Balwana, Ram Naam Rasiyo Re, Prabhu Man Basiyo Re