Hey Shyam Dhwaja Banddhari Tum Hi Sunte Ho Hamari (हे श्याम ध्वजा बंदधारी, तुम ही सुनते हो हमारी - भजन)


Hey Shyam Dhwaja Banddhari,
Tum Hi Sunte Ho Hamari,
Jab Koi Na Aade Aave,
Dekh Bhagat Ki Haar Jitane,
Tu Leele Chadhkar Aave,
Hen Shyam Dhwaja Banddhari,
Tum Hi Sunte Ho Hamari ॥
Bhigi Palke Dekh Bhagat Ki,
Chain Na Tujhko Aata,
Ponchhne Aansu Jhat Tu Apne,
Leele Ko Daudata, Daudata, Daudata,
Badal Ke Aansu Gam Ke Khushi Mein,
Badal Ke Aansu Gam Ke Khushi Mein,
Rote Ko Tu Hansaye,
Dekh Bhagat Ki Haar Jitane,
Tu Leele Chadhkar Aave,
Hen Shyam Dhwaja Banddhari,
Tum Hi Sunte Ho Hamari ॥

Samay Ke Sath Badalte Dekhi,
Humne Duniya Sari,
Lekin Tera Nyaay Na Badla,
Na Badli Dataari, Dataari, Dataari,
Saancha Nyay Tera Dar Tere,
Saancha Nyay Tera Dar Tere,
Bheed Badhati Jaye,
Dekh Bhagat Ki Haar Jitane,
Tu Leele Chadhkar Aave,
Hen Shyam Dhwaja Banddhari,
Tum Hi Sunte Ho Hamari ॥

Na Koi Chhota Na Hi Bada Koi,
Tere Aage Swami,
Bhavon Ka Vyapari Hai Tu,
Baat Ye Humne Jaani, Haan Jaani, Jaani,
Bhaav Bhajan Mein Doob Ke Baba,
Bhaav Bhajan Mein Doob Ke Baba,
Tu Bhandar Lutave,
Dekh Bhagat Ki Haar Jitane,
Tu Leele Chadhkar Aave,
Hen Shyam Dhwaja Banddhari,
Tum Hi Sunte Ho Hamari ॥

Hey Shyam Dhwaja Banddhari,
Tum Hi Sunte Ho Hamari,
Jab Koi Na Aade Aave,
Dekh Bhagat Ki Haar Jitane,
Tu Leele Chadhkar Aave,
Hen Shyam Dhwaja Banddhari,
Tum Hi Sunte Ho Hamari ॥
हे श्याम ध्वजा बंदधारी, तुम ही सुनते हो हमारी - भजन - हिन्दी में पढ़ें
हे श्याम ध्वजा बंदधारी, तुम ही सुनते हो हमारी, जब कोई ना आड़े आवे, देख भगत की हार जिताने, तू लीले चढ़कर आवे, हें श्याम ध्वजा बंदधारी, तुम ही सुनते हो हमारी ॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanRadhashtami Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Pyaro Vrindavan

Shayama hriday kamal so pragtyo, Shayama hriday kamal so pragtyo, Shayam haday ku bhaye, Vrindavan pyaro vrindavan...

Ik Din Vo Bhole Bhandari Banke Braj Ki Nari

Ik Din Vo Bhole Bhandari, Ban Karake Braj Ki Naari, Braj Mein Aa Gae | Ek Din Woh Bhole Bhandari Bhajan Lyrics in Hindi And English

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja, Uska Hi Uddhar Hua । Ant Kaal Ko Bhavasagar Mein, Uska Beda Paar Hua

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath, Teeno Lok Mein Tu Hi Tu । Shraddha Suman Mera, Man Belapatri...

Chalo Shiv Shankar Ke Mandir Me Bhakto

Chalo Shiv Shankar Ke Mandir Mein Bhakto, Har Har Har Mahadev Kee Jay Ho ।