Ho Jinki Pratham Pooja Bhagwan Wo Nyare Hai (हो जिनकी प्रथम पूजा भगवान वो न्यारे है - भजन)


Ho Jinki Pratham Pooja Bhagwan Vo Nyare Hain
Gaura Ke Dulare Hain Mahadev Ke Pyare Hain
(1)
Majboor Hai Dukhiyare Sab Dard Ke Maare Hai
Jo Dukh Mein Bhi Aate Hain Deva Tere Dware Hain

(2)
Mahasoos Ye Kiya Hai Dil Ne Hamare Aksar
Deva Ki Aarti Mein Sab Dev Padhare Hain

(3)
Kailash Pe Bhi Deva Kii Mein Bhi Hai Deva
Jis or Bhi Dekhoge Deva Ke Nazaare Hain

(4)
Mashhoor Hai Duniya Mein Deva Ki Dayavani
Vah Deenon Ke Bandhu Hai Dukhiyon Ke Sahare Hai

(5)
Bhakti Bharat Bhajan Jo Naiya Ko Chhodenge Deva Ke Bharose Par
Majhdhar Mein Bhi Ghirkar Lagte Vo Kinare Hain

(6)
Hota Hai Visarjan Jab Sagar Mein Gajanan Ka
Sab Milke Lagate Hain Dev Ke Jaikare Hain

(7)
Kodhi Ko Di Hai Kaya Nirdhan Ko Di Hai Maya
Bojho Ke Bhagy Bigde Deva Ne Sawanre Hain
हो जिनकी प्रथम पूजा भगवान वो न्यारे है - भजन - हिन्दी में पढ़ें
हो जिनकी प्रथम पूजा भगवान वो न्यारे हैं, गौरा के दुलारे हैं महादेव के प्यारे हैं ॥
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shri Ram Jay Ram Jay Jay Ram Dhun

Shri Ram, Jai Ram, Jai Jai Ram, Shri Ram, Jai Ram, Jai Jai Ram..

Jal Jaaye Jihwa Papini, Ram Ke Bina

Ram Bina Nar Aise Jaise, Ashv Lagaam Bina । Jal Jaaye Jihwa Papini

Ram Tum Bade Dayalu Ho

Ram Tum Bade Dayalu Ho, Nath Tum Bade Dayalu Ho, Hari Ji Tum Bade Dayalu Ho ॥

Janaki Stuti - Bhai Pragat Kumari

Bhai Pragat Kumari Bhoomi-vidari Jan Hitkari Bhayhari । Atulit Chhabi Bhari

Sita Sita Sita Ram Gaiye

Sita Sita Sita Ram Gaiye, Chahe, Radhe Radhe Radhe Shyam Gaiye, Sita Ram Gaiye