Hum Hogaye Shankar Baba Ke (हम हो गए शंकर बाबा के - शिव भजन)


Hum Hath Utha Kar Kehte Hai,
Hum Ho Gaye Shankar Baba Ke,
Hum Sheesh Jhuka Kar Kahte Hai,
Hum Ho Gaye Shankar Baba Ke ॥
Hum Ho Gaye Shankar Baba Ke
Hum Ho Gaye Bholen Baba Ke
Hum Hath Utha Kar Kehte Hai,
Hum Ho Gaye Shankar Baba Ke,

Koi Tumsa Na Bhola Bhala Hai
Sare Jag Ka Tu Rakhwala Hai
Hum Hath Utha Kar Kehte Hai,
Hum Ho Gaye Shankar Baba Ke,

Jaikara Laga Kar Kehte Hai
Hum Ho Gaye Shankar Baba Ke
Hum Kal the Shankar Baba Ke,
Hum Aaj Bhi Shankar Baba Ke,
Hum Hath Utha Kar Kehte Hai
Sada Rahege Shankar Baba Ke,

Saari Mohmaya Ko Chhod Diya,
Bas Tum Se Nata Jod Liya,
Sar Uncha Karke Kehte Hai,
Hum Ho Gaye Shankar Baba Ke,
Hum Hath Utha Kar Kehte Hai ॥

Hum Hath Utha Kar Kehte Hai,
Hum Ho Gaye Shankar Baba Ke,
Hum Sheesh Jhuka Kar Kahte Hai,
Hum Ho Gaye Shankar Baba Ke ॥

Singer - Vinayak Sharma
Music - Himanshu & Aashutosh
Lyrics - Sunny Tyagi
Label - Hindu Gyan Sagar
हम हो गए शंकर बाबा के - शिव भजन - हिन्दी में पढ़ें
हम हाथ उठा कर कहते है, हम हो गए शंकर बाबा के, हम शीश झुका कर कहते है..
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSawan Somvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Radhe Pooch Rahi Tulsa Se

Radhe Puchh Rahi Tulsa Se, Tulsa Kahan Tera Sasural । Kahan Tera Sasural Tulsa, Kaun Tere Bhartaar ।

Hey Ram, Hey Ram !

Hey Raam, Hey Raam, Jag Mein Sacho Tero Naam, Hey Raam, Hey Raam, Tu Hee Mata, Tu Hee Pita Hai

Main Nahi Mera Nahi Ye Tan

Main Nahin, Mera Nahin, Yah Tan Kisi Ka Hai Diya । Jo Bhi Apne Paas Hai..

Mere Ladle Ganesh Pyare Pyare Bhajan

Mere Ladle Ganesh Pyare Pyare Bhole Baba Ji Ki Ankhon Ke Tare | Prabhu Sabha Bich Mein Aa Jaana Aa Jaana

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..