Hum to Bane Tumhare Radharaman (हम तो बने तुम्हारे राधारमण - भजन)


Hum to Bane Tumhare Radharaman।
Ab Tau Marzi Rahi Tumhari, Bano Na Bano Humare॥
Radharaman, Hum to Bane Tumhare Radharam...
Jaati Paati Kul Dharm Dham Dhan
Sab Kuchh Tum Par Vaare
Jaisa Chaahe Naach Nacha Lo
Sab Prakar Hai Haare....॥
Radharaman, Hum to Bane Tumhare Radharam...

Chhod Gaye Sab Swarath Sathi
Apni Raah Sidhare
Deen Adheen Maleen Heen Ke
Ab Ho Tumhin Sahare ....॥
Radharaman, Hum to Bane Tumhare Radharam...
हम तो बने तुम्हारे राधारमण - भजन - हिन्दी में पढ़ें
हम तो बने तुम्हारे राधारमण । अब तौ मर्ज़ी रही तुम्हारी, बनो ना बनो हमारे ॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat Bhajan BhajanShri Vishnu BhajanJanmashtami BhajanShri Shayam BhajanRadha Raman Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shri Ram Jay Ram Jay Jay Ram Dhun

Shri Ram, Jai Ram, Jai Jai Ram, Shri Ram, Jai Ram, Jai Jai Ram..

Jal Jaaye Jihwa Papini, Ram Ke Bina

Ram Bina Nar Aise Jaise, Ashv Lagaam Bina । Jal Jaaye Jihwa Papini

Ram Tum Bade Dayalu Ho

Ram Tum Bade Dayalu Ho, Nath Tum Bade Dayalu Ho, Hari Ji Tum Bade Dayalu Ho ॥

Janaki Stuti - Bhai Pragat Kumari

Bhai Pragat Kumari Bhoomi-vidari Jan Hitkari Bhayhari । Atulit Chhabi Bhari

Sita Sita Sita Ram Gaiye

Sita Sita Sita Ram Gaiye, Chahe, Radhe Radhe Radhe Shyam Gaiye, Sita Ram Gaiye