Hum To Tere Darbar Ke Darbari Ho Gaye (हम तो तेरे दरबार के दरबारी हो गए: शिव भजन)


Hum To Tere Darbar Ke Darbari Ho Gaye,
Bhole Tere Naam Ke Pujari Ho Gaye ॥
Ye Kirtan Aor Tere Bhajan Se Hum The Begane,
Ab To Tumhare Charanon Ke Bhole Hai Dewane,
Darshan Do Ek Baar Hum Darwari Ho Gaye,
Bhole Tere Naam Ke Pujari Ho Gaye ॥

Hai Bhole Hum Balak Tumhare Bhul Na Jana,
Bhav Sagar Se Sabki Naiya Aakar Paar Lagana,
Kar Dena Bhavpar Hum Darwari Ho Gaye,
Bhole Tere Naam Ke Pujari Ho Gaye ॥
BhaktiBharat Lyrics

Ye Sharma Ab Tere Sharan Mein Aake Pada Hai,
Jangan Rajkumar Bhi Bhole Dwar Khada Hai,
Hai Dani Daaatar Hum Darwari Hi Gaye,
Bhole Tere Naam Ke Pujari Ho Gaye ॥
हम तो तेरे दरबार के दरबारी हो गए: शिव भजन - हिन्दी में पढ़ें
हम तो तेरे दरबार के दरबारी हो गए, भोले तेरे नाम के पुजारी हो गए ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan

Other Popular Hum To Tere Darbar Ke Darbari Ho Gaye Video

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Koi Lakh Kare Chaturayi

Koi Lakh Kare Chaturayi, Karam Ka Lekh Mite Na Re Bhai, Jara Samjho Iski Sachchai Re |

Bhajan: Amrit Bela Geya Aalasi So Raha Ban Aabhaga

Bela Amrit Gaya, Aalsi so Raha, Ban Abhaga, Sathi Sare Jage, Tu Na Jaga...

Saj Dhaj Kar Jis Din Maut Ki Sahjadi Aayegi

Sajdhaj Kar Jis Din, Maut Ki Shahajadi Aayegi, Na Sona Kaam Aayega

Kabhi Dhoop Kabhi Chhaon

Sukh Duhkh Donon Rahte Jis Mein | Jeevan Hai Vo Gaon | Kabhi Dhoop Kabhi Chhanv

Kabhi Pyase Ko Pani Pilaya Nahi

Kabhi Pyaase Ko Paani Pilaaya Nahin, Baad Amrit Pilane Se Kya Phaayada । Kabhi Girate Hue Ko Uthaya Nahi,