Humne Braj Ke Gwale Se,
Apna Dil Lagaya Hai,
Neend Bhi Gavai Hai,
Chain Bhi Gavaya Hai,
Humnen Braj Ke Gwale Se,
Apna Dil Lagaya Hai ॥
Dil Mera Bekabu,
Ho Jata Hai Us Par,
Dekhta Hai Meri Taraph,
Aur Muskurata Hai,
Humnen Braj Ke Gwale Se,
Apna Dil Lagaya Hai ॥
Kai Baar Chaaha Use,
Haale Dil Sunau Main,
Honth Mere Khul Na Sake,
Samne Jo Aaya Hai,
Humnen Braj Ke Gwale Se,
Apna Dil Lagaya Hai ॥
Sab Ye Samajhte Hai,
Vo Bansuri Bajata Hai,
Par Usne Isharon Se,
Humko Bulaya Hai,
Humnen Braj Ke Gwale Se,
Apna Dil Lagaya Hai ॥
Humne Braj Ke Gwale Se,
Apna Dil Lagaya Hai,
Neend Bhi Gavai Hai,
Chain Bhi Gavaya Hai,
Humnen Braj Ke Gwale Se,
Apna Dil Lagaya Hai ॥
आरती कुंजबिहारी की |
आओ भोग लगाओ प्यारे मोहन |
श्री बांके बिहारी तेरी आरती गाऊं |
आरती श्री बाल कृष्ण जी की |
ॐ जय जगदीश हरे |
मधुराष्टकम्: धरं मधुरं वदनं मधुरं |
कृष्ण भजन |
अच्चुतम केशवं कृष्ण दामोदरं |
श्री कृष्णा गोविन्द हरे मुरारीहमने ब्रज के ग्वाले से, अपना दिल लगाया है, नींद भी गवाई है, चैन भी गवाया है, हमनें ब्रज के ग्वाले से, अपना दिल लगाया है ॥ Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanRadhashtami Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!
* Please share any of your suggestions or ideas with us.
** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our
contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!