Indore Se Chalkar Aaya Hun Mere Baba (इंदौर से चल कर आया हूँ, मेरे बाबा: भजन)


Indore Se Chalkar Aaya Hun,
Mere Baba Tere Darshan Ke Liye,
Ek Phool Gulab Ka laya Hun,
Charnon Mein Tere Arpan Ke Liye ॥
Na Roli Moli Chaval Hai,
Na Dhan Doulat Ki Theli Hai,
Na Dhan Doulat Ki Theli Hai,
Do Ansu Bachakar Laya Hun,
Puja Teri Karne Ke Liye,
Ek Phool Gulab Ka laya Hun,
Charnon Mein Tere Arpan Ke Liye ॥

Na Rang Mahal Ki Abhilasha,
Na Echha Sone Chandi Ki,
Na Echha Sone Chandi Ki,
Teri Daya Ki Doulat Kaphi Hai,
Jholi Mere Bharne Ke Liye,
Ek Phool Gulab Ka laya Hun,
Charnon Mein Tere Arpan Ke Liye ॥

Baba Meri Echa Nahi,
Ab Yaha Se Wapas Jane Ki,
Ab Yaha Se Wapas Jane Ki,
Charnon Mein Jaga De Do Thodi,
Mujhe Jivan Bhar Rahne Ke Liye,
Ek Phool Gulab Ka laya Hun,
Charnon Mein Tere Arpan Ke Liye ॥

Indore Se Chalkar Aaya Hun,
Mere Baba Tere Darshan Ke Liye,
Ek Phool Gulab Ka laya Hun,
Charnon Mein Tere Arpan Ke Liye ॥
इंदौर से चल कर आया हूँ, मेरे बाबा: भजन - हिन्दी में पढ़ें
इंदौर से चल कर आया हूँ, मेरे बाबा तेरे दर्शन के लिए, एक फूल गुलाब का लाया हूँ, चरणों में तेरे अर्पण के लिए ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah BhajanAnuradha Paudwal Bhajan

Other Popular Indore Se Chalkar Aaya Hun Mere Baba Video

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tuti Jhupdiya Meri Maa Garib Ghar Aajana

Tuti Jhupdiya Meri Maan, Garib Ghar Aa Jana । Bade Bade Log Maiya Jagran Karaye

Hey Muralidhar Chhaliya Mohan

Hey Murlidhar Chhaliya Mohan, Hum Bhi Tumko Dil De Baithe, Gam Pahle Se Hi Kam to Na the

Ram Ji Se Puche Janakpur Ki Nari

Ram Ji Se Puchhe Janakpur Ki Nari, Bata Da Babua Logva Det Kahe Gaari, Bata Da Babua ॥

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..