Ishwar Ko Jaan Bande Malik Tera Wahi Hai (ईश्वर को जान बन्दे, मालिक तेरा वही है - भजन)


Ishwar Ko Jaan Bande,
Malik Tera Vahi Hai,
Karle Tu Yaad Dil Se,
Har Jaam Vo Sahi Hai ।
Ishwar Ko Jaan Bande,
Malik Tera Vahi Hai ॥
Bhumi Agan Pawan Mein,
Sagar Pahad Ban Mein,
Usaki Sabhi Bhuvan Mein,
Chhaya Sama Rahi Hai ।
Ishwar Ko Jaan Bande,
Malik Tera Vahi Hai ॥

Usne Tujhe Banaya,
Jab Khel Ye Dikhaya,
Tu Kyon Phire Bhulaya,
Umra Bita Rahi Hai ।
Ishwar Ko Jaan Bande,
Malik Tera Vahi Hai ॥

Vishyo Ki Chhod Asha,
Sab Jhute Hai Tamasha,
Hairan Hu Mein Khud Bhi,
Ab Maya Phasa Rahi Hai ।
Ishwar Ko Jaan Bande,
Malik Tera Vahi Hai ॥

Duniya Se Dil Hatale,
Prabhu Dhyan Mein Laga Le,
Bramhanand Moksh Pa Le,
Kal Ka Pata Nahi Hai ।
Ishwar Ko Jaan Bande,
Malik Tera Vahi Hai ॥

Ishwar Ko Jaan Bande,
Malik Tera Vahi Hai,
Karle Tu Yaad Dil Se,
Har Jaam Vo Sahi Hai ।
Ishwar Ko Jaan Bande,
Malik Tera Vahi Hai ॥
ईश्वर को जान बन्दे, मालिक तेरा वही है - भजन - हिन्दी में पढ़ें
ईश्वर को जान बन्दे, मालिक तेरा वही है, करले तू याद दिल से, हर जाम वो सही है..
Bhajan Arya Samaj BhajanVed BhajanVedic BhajanHawan BhajanYagya BhajanMotivational BhajanMorning BhajanDainik BhajanDaily BhajanPrarthana BhajanVandana BhajanSchool BhajanInspirational BhajanShanti Dham BhajanGayatri BhajanGayatri Paiwar BhajanAWGP Pragya Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Bhajan: Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana

Cham Cham Nache Dekho Veer Hanumana, Kahate Log Ise Ram Ka Deewana...

Shri Hanuman-Balaji Bhajan

Famous Sri Hanuman-Balaji bhajans recitation in Sundarakand, Hanuman Jayanti, Tuesday Vrat, Saturday, Budhawa Mangal..

Veer Hanumana Ati Balwana

Veer Hanumana Ati Balwana, Ram Naam Rasiyo Re, Prabhu Man Basiyo Re