Jab Jab Bhi Tera Premi Aansu Kahin Bahaye (जब जब भी तेरा प्रेमी आंसू कहीं बहाए: भजन)


Jab Jab Bhi Tera Premi,
Aansoo Kahin Bahaye,
Dekhen Hai Shyam Sabne,
Dekhen Hai Shyam Sabne,
Tere Nain Dabdabaye,
Jab Jab Bhi Tera Premi,
Aansoo Kahin Bahaye ॥
Koi to Dev Kahta Hai,
Koi Datar Kahta Hai,
Koi Mata Pita Bandhoo,
Sakha Dildaar Kahata Hai,
Jis Bhaav Se Pukara,
Jis Bhaav Se Pukara,
Us Roop Mein Tum Aaye,
Jab Jab Bhi Tenra Premi,
Aansoo Kahin Bahaye,
Dekhen Hai Shyam Sabne,
Dekhen Hai Shyam Sabne,
Tere Nain Dabdabaye,
Jab Jab Bhi Tenra Premi,
Aansoo Kahin Bahaye ॥

Tumhi Se Pyaar Paya Hai,
Prabhu Pahchaan Pai Hai,
Bana Jabse Tera Premi,
Anokhi Shaan Pai Hai,
Teri Kripa Se Taare,
Teri Kripa Se Taare,
Kismat Ke Jagmagaye,
Jab Jab Bhi Tenra Premi,
Aansoo Kahin Bahaye,
Dekhen Hai Shyam Sabne,
Dekhen Hai Shyam Sabne,
Tere Nain Dabdabaye,
Jab Jab Bhi Tenra Premi,
Aansoo Kahin Bahaye ॥

Sada Hi Sochta Hoon Main,
Hamara Kaisa Nata Hai,
Pukaroon Jab Kabhi Dil Se,
Sada Tu Dauda Aata Hai,
Bhoolen Bhula Ke Meri,
Bhoolen Bhula Ke Meri,
Hamen Dheer Tu Bandhaye,
Jab Jab Bhi Tenra Premi,
Aansoo Kahin Bahaye,
Dekhen Hai Shyam Sabne,
Dekhen Hai Shyam Sabne,
Tere Nain Dabdabaye,
Jab Jab Bhi Tenra Premi,
Aansoo Kahin Bahaye ॥

Tumhaari Aas Hai Mujhko,
Sada Vishwas Hai Mujhko,
Sada Rahate Ho Sang Mere,
Yahi Aabhaas ‘romi’ Ko,
Tumne Prabhu Sambhala,
Tumne Prabhu Sambhala,
Jab Paanv Dagmagaye,
Jab Jab Bhi Tenra Premi,
Aansoo Kahin Bahaye,
Dekhen Hai Shyam Sabne,
Dekhen Hai Shyam Sabne,
Tere Nain Dabdabaye,
Jab Jab Bhi Tenra Premi,
Aansoo Kahin Bahaye ॥

Jab Jab Bhi Tera Premi,
Aansoo Kahin Bahaye,
Dekhen Hai Shyam Sabne,
Dekhen Hai Shyam Sabne,
Tere Nain Dabdabaye,
Jab Jab Bhi Tenra Premi,
Aansoo Kahin Bahaye ॥
जब जब भी तेरा प्रेमी आंसू कहीं बहाए: भजन - हिन्दी में पढ़ें
जब जब भी तेरा प्रेमी, आंसू कहीं बहाए, देखें है श्याम सबने, देखें है श्याम सबने, तेरे नैन डबडबाए..
Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanRadhashtami Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Choti Choti Gaiyan Chote Chote Gwal

Choti Choti Gaiya, Chote Chote Gwal । Choto so Mero Madan Gopal ।

Dadi Mein Thari Beti Hu

Dadi Main Thari Beti Hun, Rakhiyo Meri Laaj, Maiya Main Thari Laado Hun, Rakhiyo Meri Laaj, Dhan Daulat Deejo Mat Deejo, Dhan Daulat Deejo Mat Deejo, Deejo Amar Suhag, Dadi Mai Thari Beti Hun, Rakhiyo Meri Laaj ॥

Mhane Sherawali Maiya Rajrani Laage

Mhane Praana Su Bhi Pyari, Mata Raani Laage, Mata Raani Laage, Mhane Sherowali Maiya, Raaj Raani Laage ॥

Maa Sharda Bhawani Bethi Hai Dekho Kaise

Maan Sharda Bhavani, Baithi Hai Dekho Kaise, Maiya Saji Hai Aise, Dulhan Bani Ho Jaise, Maan Sharda Bhavani, Baithi Hai Dekho Kaise ॥

Maiya Ke Charno Me Jhukta Hai Sansar

Maiya Ke Charno Me, Jhukta Hai Sansar, Teeno Lok Main Hoti, Maa Teri Jay Jaykar ॥