Jab Japega Shiv Kaa Naam Tere Ban Jaayege Bigde Kaam (जब जपेगा शिव का नाम तेरे बनेगे बिगड़े काम - भजन)


Subah Subah Nis Din Jaya Kar Shiv Ke Mandir
Subah Subah Tu Uth Ke Nis Din Shiv Ke Mandir Jaya Kar
Jab Jape Ga Shiv Ka Naam Tere Banege Bigde Kaam
Naam Jab Japega Shiv Ka Naam Tere Ban Jayege Sab Bigde Kaam
Shiv Charanamit Peene Wala Jag Mein Amar Ho Jaye,
Mahakal Ke Bhagto Ko to Kaal Ka Bhay Na Sataye
Shiv Bhagti Ki Ganga Mein Tu Laga Le Dhote Subho Shaam
Jab Japega Shiv Ka Naam Tere Banege Bigde Kaam
Bhaktibharat Lyrics

Shiv Sumiran Bin Mukt Na Hoga Janmo Ke Bandhan Se
Moksh Tujhe Dende Shambhu Dhyan Laga Le Man Se
Kaam Karege Shiv Apna Tu Kiye Ja Bande Apna Kaam
Jab Japega Shiv Ka Naam Tere Banege Bigde Kaam

Daas Pavan Ke Jaisa Jis Din Tu Shiv Ka Ho Jayega
Mil Jayege Shiv Tujhko Jab Tu Shiv Mein Kho Jaega
Teri Aatma Ban Jaayegi Avinashi Ka Pawan Dham
Jab Japega Shiv Ka Naam Tere Banege Bigde Kaam
जब जपेगा शिव का नाम तेरे बनेगे बिगड़े काम - भजन - हिन्दी में पढ़ें
सुबह सुबह निस दिन जाया कर शिव के मंदिर, सुबह सुबह तू उठ के निस दिन शिव के मंदिर जाया कर, जब जपे गा शिव का नाम तेरे बनेगे बिगड़े काम, नाम जब जपेगा शिव का नाम तेरे बन जायेगे सब बिगड़े काम...
Bhajan Mahadev BhajanShiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShri Krishna BhajanRaas BhajanShivaratri BhajanSawan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanRudrabhishek Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Mata Ke Bhajan

Famous bhajans for Navaratri, Mata Ki Chowki, Goddess Jagran, Ashtami and Friday.

Shiv Bhajan

Famous bhajan of Shiv, Shankar, Bhole, Bholenath, Mahadev and Mahakal..

Tere Dar Di Paudiyan Maa

Is Baar Navrate Maan, Tere Dar Te Manavange, Teri Dar Di Paudiyan Maa Aisi Chumde Aavange...