Jab Se Dekhi Surat Maine Mahakal Ki (जब से देखी सूरत, मैंने महाकाल की: भजन)


Jab Se Dekhi Surat,
Maine Mahakal Ki,
Duniya Badal Hi gayi,
Duniya Badal Hi Gayi ॥
Ujjain Ki Dharati Pe,
Base Mahakal Hai,
Dete Sahara Sabako,
Vo Kalon Ke Kaal Hai,
Hai Payi Bhasmi Jabase,
Maine Mahakal Ki,
Duniya Badal Hi gayi,
Duniya Badal Hi Gayi ॥

Shivaratri Ka Parv Hai,
Ujjain Dhaam Hai,
Har Ek Bhagat Ki,
Zuba Pe Mahakal Hai,
Ho Karake Bhakti Shivashankar,
Aur Parvati Ki,
Duniya Badal Hi gayi,
Duniya Badal Hi Gayi ॥

Jab Ujjain Main Jaun,
Darshan Tera Main Paun,
Sab Kashton Ko Bhulaakar,
Sukh Santosh Kamau ॥

Jab Se Dekhi Surat,
Maine Mahakal Ki,
Duniya Badal Hi gayi,
Duniya Badal Hi Gayi ॥
जब से देखी सूरत, मैंने महाकाल की: भजन - हिन्दी में पढ़ें
जब से देखी सूरत, मैंने महाकाल की, दुनिया बदल ही गयी, दुनिया बदल ही गयी ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanPrem Bhushan Bhajan

Other Popular Jab Se Dekhi Surat Maine Mahakal Ki Video

By Rishav Thakur, Ayachi Thakur, Maithili Thakur

By Divya Chaturvedi

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Choti Choti Gaiyan Chote Chote Gwal

Choti Choti Gaiya, Chote Chote Gwal । Choto so Mero Madan Gopal ।

Dadi Mein Thari Beti Hu

Dadi Main Thari Beti Hun, Rakhiyo Meri Laaj, Maiya Main Thari Laado Hun, Rakhiyo Meri Laaj, Dhan Daulat Deejo Mat Deejo, Dhan Daulat Deejo Mat Deejo, Deejo Amar Suhag, Dadi Mai Thari Beti Hun, Rakhiyo Meri Laaj ॥

Mhane Sherawali Maiya Rajrani Laage

Mhane Praana Su Bhi Pyari, Mata Raani Laage, Mata Raani Laage, Mhane Sherowali Maiya, Raaj Raani Laage ॥

Maa Sharda Bhawani Bethi Hai Dekho Kaise

Maan Sharda Bhavani, Baithi Hai Dekho Kaise, Maiya Saji Hai Aise, Dulhan Bani Ho Jaise, Maan Sharda Bhavani, Baithi Hai Dekho Kaise ॥

Maiya Ke Charno Me Jhukta Hai Sansar

Maiya Ke Charno Me, Jhukta Hai Sansar, Teeno Lok Main Hoti, Maa Teri Jay Jaykar ॥