Jai Ho Jai ho Mahakal Raja (जय हो, जय हो महाकाल राजा: भजन)


Jai Ho Jai Ho Mahakal Raja,
Teri Kirpa Ki Chhai Hai Chhaya ।
Jai Ho Jai Ho Mahakal Raja,
Teri Kirpa Ki Chhai Hai Chhaya ।
Har Taraph Tu Hi Tu Hai Samaya,
Dhanya Teri Hai Teri Hi Maya ।
Jai Ho Jai Ho Mahakal Raja,
Teri Kirpa Ki Chhai Hai Chhaya ।
Tumne Devo Ko Amrit Diya Hai,
Aapne Khud Hi Vish Ko Piya Hai ॥
Devtaon Ka Maan Badaya,
Sagarmanthan Ke Vish Se Bachaya ॥

Jai Ho Jai Ho Mahakal Raja,
Teri Kirpa Ki Chhai Hai Chhaya ॥

Vardani Ho Bhole Kailashi,
Damru Wale Hai Kashi Ke Vasi ॥
Gale Sarpo Ka Haar Sajaya,
Sar Bhabhuti Ka Teeka Lagaya ॥

Jai Ho Jai Ho Mahakal Raja,
Teri Kirpa Ki Chhai Hai Chhaya ॥

Bhole Jisne Bhi Tumko Pukara,
Tumne Unko Diya Hai Sahara ॥
Sare Bhagto Ka Maan Badaya,
Tere Charno Mein Shivaji Aaya ॥

Jai Ho Jai Ho Mahakal Raja,
Teri Kirpa Ki Chhai Hai Chhaya ॥
Singer: Shivaji Patil
जय हो, जय हो महाकाल राजा: भजन - हिन्दी में पढ़ें
जय हो जय हो महाकाल राजा, तेरी किरपा की छाई है छाया । जय हो जय हो महाकाल राजा..
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanShivratri BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanTerash BhajanTriyodashi BhajanSawan Somvar BhajanShiv Terash BhajanJyotirling BhajanKanwar BhajanKanwar Yatra BhajanKanwariya Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Veer Hanumana Ati Balwana

Veer Hanumana Ati Balwana, Ram Naam Rasiyo Re, Prabhu Man Basiyo Re

Jai Jaikaar Karo Mata Ki

Jai Jaikaar Mata Ki, Aao Sharan Bhawani Ki, Ek Baar Phir Prem Se Bolo

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye