Jai Mahakal Jai Mahakal (जय महांकाल जय महांकाल - भजन)


Jai Mahakal Jai Mahakal,
Jai Mahakal Jai Mahakal,
Jo Paap Tap Ka Harta Hai,
Jo Yug Paribartan Karta Hai,
Maa Adishakti Ko Saath Liye,
Jo Badal Raha Hai Srithi Chal,
Jai Mahakal Jai Mahakal,
Jai Mahakal Jai Mahakal ॥
Jisne Sote Ko Jaga Diya,
Jagon Ko Jisne Jala Diya,
Chalte Ko Jisne Doudaya,
Nishtha Ko Di Prerak Uchhal,
Jai Mahakal Jai Mahakal,
Jai Mahakal Jai Mahakal ॥

Chhal Dvesh Dambh Ko Dur Karo,
Sadkarmon Ka Utthan Karo,
Sab Bhed Vishamata Nasht Karo,
Hai Dusht Vinashak Mahajvaal,
Jai Mahakal Jai Mahakal,
Jai Mahakal Jai Mahakal ॥

Aao Devatv Jagane Ko,
Dharati Ko Swarg Banane Ko,
Apanatv Sabhi Mein Vikasa Do,
Hai Sajjan Ke Maanas Maraal,
Jai Mahakal Jai Mahakal,
Jai Mahakal Jai Mahakal ॥

Sadbhav Aur Sadgyan Bharo,
Satkarmon Ka Utthan Karo,
Pragya Prakash Jag Mein Bharado,
Ujjaval Bhavishy Ki Ke Mashal,
Jai Mahakal Jai Mahakal,
Jai Mahakal Jai Mahakal ॥

Tum Ho Anadi Tum Hi Annat,
Tumase Prerit Yah Digandigant,
Parivartan Ke Aadhar Tumhi,
Tumase Prerit Yah Jag Vishal,
Jai Mahakal Jai Mahakal,
Jai Mahakal Jai Mahakal ॥

Jai Mahakal Jai Mahakal,
Jai Mahakal Jai Mahakal,
Jo Paap Tap Ka Harta Hai,
Jo Yug Paribartan Karta Hai,
Maa Adishakti Ko Saath Liye,
Jo Badal Raha Hai Srithi Chal,
Jai Mahakal Jai Mahakal,
Jai Mahakal Jai Mahakal ॥
जय महांकाल जय महांकाल - भजन - हिन्दी में पढ़ें
जिसने सोतो को जगा दिया, जागों को जिसने चला दिया, चलतो को जिसने दौड़ाया, निष्ठा को दी प्रेरक उछाल, जय महांकाल जय महांकाल, जय महांकाल जय महांकाल ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah BhajanAnuradha Paudwal Bhajan

Other Popular Jai Mahakal Jai Mahakal Video

By Debashish Dasgupta

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Tune Mujhe Bulaya Sherawaliye Bhajan

Sanchi Jyoto Vali Mata, Teri Jay Jay Kar । Tune Mujhe Bulaya Shera Waliye, Main Aya Main Aya Shera Waliye

Meri Vipda Taal Do Aakar

Meri Vipda Taal Do Aakar, Hey Jag Janani Mata, Sheron Wali Mata ॥

Woh Hai Jag Se Bemisal Sakhi

Popular and famous bhajan used on the auspicious occasion of Navdurga, Durga Puja, Navratri, Navratr

Surat Badi Hain Pyari Maa Ki

Surat Badi Hain Pyari Maa Ki, Murat Ki Kya Baat Hai, Sar Par Sohe Mukut Sunhara, Trishul Chakra Bhi Haath Hai, Saj Dhaj Kar Bethi Hai Maiya, Ajab Nirali Thath Hai, Wah Wah Kya Baat Hai, Wah Wah Kya Baat Hai ॥

Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev

Om Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev, Shankar Shiv Bhole Umapati Mahadev...