Jai Shri Shyam Japo Jai Shri Shyam (जय श्री श्याम जपो जय श्री श्याम - भजन)


Jai Shri Shyam Japo,
Jai Shri Shyam,
Pal Mein Banenge Tere,
Bigde Kaam,
Rog Shok Mite Sab Yahan,
Hai Chamatkari Yah Khatu Dham,
Jai Shri Shyam Japon,
Jai Shri Shyam,
Pal Mein Banenge Tere,
Bigde Kaam ॥
Jane Teri Mahima Ye Sansar,
Khatu Wale Shakti Teri Apaar,
Haare Ka Tu Sahara Hai,
Har Bhakt Ko Tu Pyara Hai,
Jab Baba Pukarenge Jise,
Vo Aayega Sab Chhod Kaam,
Jai Shri Shyam Japon,
Jai Shri Shyam,
Pal Mein Banenge Tere,
Bigde Kaam ॥

Aake Yahan Lagate Jo Ardas,
Baba Karte Unki Poori Aas,
Kare Bhakti Jo Paye Shakti Vo,
Papo Se Phir Paye Mukti Vo,
Sab Sukh Payega Tu Yahan,
Karo Pooja Inki Subho Shaam,
Jai Shri Shyam Japon,
Jai Shri Shyam,
Pal Mein Banenge Tere,
Bigde Kaam ॥

Jai Shri Shyam Japo,
Jai Shri Shyam,
Pal Mein Banenge Tere,
Bigde Kaam,
Rog Shok Mite Sab Yahan,
Hai Chamatkari Yah Khatu Dham,
Jai Shri Shyam Japon,
Jai Shri Shyam,
Pal Mein Banenge Tere,
Bigde Kaam ॥
जय श्री श्याम जपो जय श्री श्याम - भजन - हिन्दी में पढ़ें
जय श्री श्याम जपो, जय श्री श्याम, पल में बनेंगे तेरे, बिगड़े काम, रोग शोक मिटे सब यहाँ, है चमत्कारी यह खाटू धाम, जय श्री श्याम जपों, जय श्री श्याम, पल में बनेंगे तेरे, बिगड़े काम ॥
Bhajan Shri Krishna BhajanBhrij BhajanBal Krishna BhajanLaddu Gopal BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanShri Shyam BhajanIskcon BhajanPhagun Mela BhajanRadhashtami Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Aarti Jai Jai Shanidev Maharaj

Jai Jai Shani Dev Maharaj, Jan ke Sankat Harane Wale। Tum Surya Putra Balidhari..

Hanumat Jay Bajrangbali

Hanumat Jay Bajarangabali, Aapaka Naam Japa Hai Jisane, Vipada Usaki Tali, Pavanasut Jay Bajarangabali ॥

Swarna Parvatakar Sarira Shri Hanuman kahave

Swarna Parvatakar Sarira Shri Hanuman kahave, Salasar Ke Swarn Kalash Par Laal Dhwaj Laharaye ॥

Darbar Saja Tera Nyara Nirkhat Nirkhat Main Hara

Darbar Saja Tera Nyara, Nirakhat Nirakhat Main Hara ॥

Ram Bhakt Le Chala Re Ram Ki Nishani

Ram Bhakt Le Chala Re, Ram Ki Nishani, Sheesh Par Khadaun, Akhiyon Mein Pani, Ram Bhakt Len Chala Re, Ram Ki Nishani ॥