Janaki Nath Sahay Kare (जानकी नाथ सहाय करें - भजन)


Janaki Nath Sahay Karen
Janaki Nath Sahay Karen,
Jab Kaun Bigad Kare Nar Tero
Suraj Mangal Som Bhrgu Sut Budh Aur Guru Varadayak Tero
Rahu Ketu Ki Nahin Gamyata,
Sang Shanichar Hot Huchero
Janaki Nath Sahay Karen..

Dusht Du:Shasan Vimal Draupadi,
Cheer Utar Kumantar Prero
Taki Sahay Kari Karunanidhi,
Badh Gaye Chir Ke Bhar Ghanero
Janaki Nath Sahay Karen..

Jaki Sahay Kari Karunanidhi,
Take Jagat Mein Bhag Badhe Ro
Raghuvanshi Santan Sukhday,
Tulasidas Charanan Ko Chero

Jab Janaki Nath Sahay Karen,
Jab Janaki Nath Sahay Kare,
Tab Kaun Bigad Kare Nar Tero
जानकी नाथ सहाय करें - भजन - हिन्दी में पढ़ें
जानकी नाथ सहाय करें, जानकी नाथ सहाय करें, जब कौन बिगाड़ करे नर तेरो...
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanJanaki Jayanti Sundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanMata Sita BhajanRam Sita Vivah Bhajan

Other Popular Janaki Nath Sahay Kare Video

By Maithili Thakur, Rishav Thakur

If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Shiv Uthat Shiv Chalat Shiv Sham Bhor Hai

Shiv Uthat, Shiv Chalat, Shiv Sham-Bhor Hai।
Shiv Buddhi, Shiv Chitt, Shiv Man Vibhor Hai॥ ॐ

Prabhu Mere Mann Ko Banado Shivalay

Prabhu Mere Man Ko Bana De Shivala, Tere Naam Ki Main Japun Roj Mala । Ab to Manokamana Hai Yah Meri,

Shiv Ji Ka Naam Subah Shaam Bhakto Ratte Rahana

Shiv Ji Ka Naam Subah Shaam, Bhakto Ratte Rahana, Shiv Parmeshwar Shiv Rameshwar, Shiv Nageshwar Omkareshwar, Mahakaleshwar Sabke Eswar, Shiv Ji Ka Naam Subah Shaam, Bhakto Ratte Rahana ॥

Bhole Shiv Mangalkari Bhole Ki Mahima Nyari

Bhole Shiv Mangalkari, Bhole Ki Mahima Nyari, Bhole Ki Bhakti Karlo, Bhole Ko Bhakti Pyari, Bhole Ko Dhyan Mein Dharke, Niklega Jo Mandir Se, Bhole Har Lenge Uski, Pida Hi Saari, Bhole Shiv Mangalkari, Bhole Ki Mahima Nyari ॥