Japo Bum Bum Rato Bum Bum (जपो बम बम रटो बम बम - भजन)


Japo Bum Bum Rato Bum Bum,
Mitenge Apne Sare Gam,
Japo Bum Bum Rato Bum Bum,
Mitenge Apne Sare Gam,
Ye Bhole Ka Mahan Mantra,
Ye Bhole Ka Mahan Mantra,
Sada Ratte Rahenge Hum,
Japo Bum Bum Rato Bum Bum,
Mitenge Apne Sare Gam ॥
Hey Bhole Dani Mahagyani,
Nahi Inka Koi Sani,
Kabhi Chintan Kabhi Sumiran,
Kabhi Chintan Kabhi Sumiran,
Kabhi Bhakti Mein Dube Hum,
Japo Bum Bum Rato Bum Bum,
Mitenge Apne Sare Gam ॥

Maa Reva Ka Har Ek Kankad,
Biraje Jisme Shiv Shankar,
Ye Devo Ke Mahadev,
Ye Devo Ke Mahadev,
Bajaye Damru Dam Dam Dam,
Japo Bum Bum Rato Bum Bum,
Mitenge Apne Sare Gam ॥

Main Bhole Baba ka Mangata Hun,
Meri Jholi Bhari Rahati,
Mere Bhole Bade Hi Bhole,
Mere Bhole Bade Hi Bhole,
Rahun Charnon Mein Hardum,
Japo Bum Bum Rato Bum Bum,
Mitenge Apne Sare Gam ॥

Chamakat Mathe Pe Chanda,
Jata O Se Bahe Ganga,
Simarate ‘Jeet’ Shiv Shankar,
Simarate ‘Jeet’ Shiv Shankar,
Dukho ka Bhoj Hota Kam,
Japo Bum Bum Rato Bum Bum,
Mitenge Apne Sare Gam ॥
BhaktiBharat Lyrics

Japo Bum Bum Rato Bum Bum,
Mitenge Apne Sare Gam,
Japo Bum Bum Rato Bum Bum,
Mitenge Apne Sare Gam,
Ye Bhole Ka Mahan Mantra,
Ye Bhole Ka Mahan Mantra,
Sada Ratte Rahenge Hum,
Japo Bum Bum Rato Bum Bum,
Mitenge Apne Sare Gam ॥
जपो बम बम रटो बम बम - भजन - हिन्दी में पढ़ें
जपो बम बम रटो बम बम, मिटेंगे अपने सारे गम, जपों बम बम रटों बम बम, मिटेंगे अपने सारे गम, ये भोले का महामन्त्रम, ये भोले का महामन्त्रम, सदा रटते रहेंगे हम, जपों बम बम रटों बम बम, मिटेंगे अपने सारे गम ॥
Bhajan Shiv BhajanBholenath BhajanMahadev BhajanShivaratri BhajanSavan BhajanMonday BhajanSomvar BhajanSolah Somvar BhajanJyotirling BhajanShiv Vivah Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Bhajan: Hey Dukh Bhanjan Maruti Nandan

Hey Dukh Bhanjan, Maruti Nandan। Sun Lo Meri Pukar Pawansut Vinti Baarambaar॥ Asht Siddhi Naw Nidhi Ke Data...

Gopi Geet - Jayati Te Dhikam Janmana

Jayati Tedhikan Janmana Vrajah Shrayat Indira Shashvadatr Hi । Dayit Drshyatan Dikshu Tavaka Stvayi Dhrtasavastvan Vichinvate ॥

Daal Rahi Varmala Ab To Janaki

Daal Rahi Varmala Ab To Janaki, Jay Bolo Jay Bolo Shitaram Ki, Phoolon Ki Barish Yaha Pe Ho Rahi, Krupa Ho Gae Aaj Shree Bhagvan Ki, Daal Rahi Varmala Ab To Janaki, Jay Bolo Jay Bolo Shitaram Ki ॥

Mere Lakhan Dulare Bol Kachhu Bol

Mere Lakhan Dulare Bol Kachhu Bol, Mat Bhaiya Ko Rula Re Bol kuch Bol, Bhaiya Bhaiya Kaha Ke,Bhaiya Bhaiya Kaha Ke, Rash Prano mein Ghol, Mere Lakhan Dulare Bol Kachhu Bol ॥

Bajrang Baan

Jai Hanumanta Santa Hitakaari । Suna Liijay Prabhu Araja hamari ॥ Jana kay kaaja vilambana keejay ।..