Jara Pass Baitho Hey Banke Bihari (ज़रा पास बैठो हे बांके बिहारी - भजन)


Zara Paas Baitho He Banke Bihari
Palak Mein Piro Loon Chhabi Main Tihari
Mulaqat Jaane Ho Fir Kab Hamari
Palak Mein Piro Loon Chhavi Main Tihari
Charan Dekhe Jaaun Ya Mukhda Niharu
Ye Dil Dedoon Pehle Ke Jaan Pehle Varu
Ye Kajrari Akhiyaan, Ye Lat Kaari Kaari
Palak Mein Piro Loon Chhabi Main Tihari

Ye Soorat Jo Radha Ke Man Mein Samaayi
Jise Dekh Kar Meera Mahal Chhod Aayi
Main Balihari Jaaun Ispe Murari
Palak Mein Piro Loon Chhabi Ye Tihari
[Bhakti Bharat Bhajan]

Kai Janm Baandhe Tapasya Ke Dhaage
Kisi Aur Sang Kanhha Neha Na Laage
Meri or Dekho He Giridhari
Palak Mein Piro Loon Chhabi Main Tihari
ज़रा पास बैठो हे बांके बिहारी - भजन - हिन्दी में पढ़ें
ज़रा पास बैठो हे बांके बिहारी, पलक में पिरो लूं छबि मैं तिहारी, मुलाक़ात जाने हो फ़िर कब हमारी
Bhajan Shri Krishna BhajanBrij BhajanBaal Krishna BhajanBhagwat BhajanJanmashtami BhajanLaddu Gopal BhajanRadhashtami BhajanIskcon BhajanDevi Neha Saraswat Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Ik Din Vo Bhole Bhandari Banke Braj Ki Nari

Ik Din Vo Bhole Bhandari, Ban Karake Braj Ki Naari, Braj Mein Aa Gae | Ek Din Woh Bhole Bhandari Bhajan Lyrics in Hindi And English

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja, Uska Hi Uddhar Hua । Ant Kaal Ko Bhavasagar Mein, Uska Beda Paar Hua

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath, Teeno Lok Mein Tu Hi Tu । Shraddha Suman Mera, Man Belapatri...

Chalo Shiv Shankar Ke Mandir Me Bhakto

Chalo Shiv Shankar Ke Mandir Mein Bhakto, Har Har Har Mahadev Kee Jay Ho ।

Mangal Geet: Heri Sakhi Mangal Gavo Ri..

Heri/Ori Sakhi Mangal Gaavo Ri, Dharti Ambar Sajao Ri | Chokh Puravo, Mati Rangavo, Aaj Mere Piya Ghar Aavenge