Jara Phool Bicha Do Aangan Mein Meri Maiya Aane Wali Hai (जरा फूल बिछा दो आँगन में, मेरी मैया आने वाली है - भजन)


Jara Phool Bicha Do Aangan Mein,
Meri Maiya Aane Wali Hai,
Meri Maiya Aane Wali Hai,
Meri Maiya Aane Wali Hai,
Jara Phool Bicha Do Aangan Mein,
Meri Maiya Aane Wali Hai ॥
Koi Maiya Ki Payal Lao,
Koi Maiya Ke Bichuye Lao,
Sab Maiya Ki Jaykar Karo,
Meri Maiya Ane Wali Hai,
Jara Phool Bicha Do Aangan Mein,
Meri Maiya Aane Wali Hai ॥

Koi Maiya Ke Kangana Lao,
Koi Maiya Ki Chudi Lao,
Sab Maiya Ki Jaykar Karo,
Meri Maiya Ane Wali Hai,
Jara Phool Bicha Do Aangan Mein,
Meri Maiya Aane Wali Hai ॥

Koi Maiya Ke Kundal Lao,
Koi Maiya Ke Jhumke Lao,
Sab Maiya Ki Jaykar Karo,
Meri Maiya Ane Wali Hai,
Jara Phool Bicha Do Aangan Mein,
Meri Maiya Aane Wali Hai ॥

Koi Halwa Puri Le Aao,
Koi Dhwaja Nariyal Le Aao,
Sab Maiya Ki Jaykar Karo,
Meri Maiya Ane Wali Hai,
Jara Phool Bicha Do Aangan Mein,
Meri Maiya Aane Wali Hai ॥

Jara Phool Bicha Do Aangan Mein,
Meri Maiya Aane Wali Hai,
Meri Maiya Aane Wali Hai,
Meri Maiya Aane Wali Hai,
Jara Phool Bicha Do Aangan Mein,
Meri Maiya Aane Wali Hai ॥
जरा फूल बिछा दो आँगन में, मेरी मैया आने वाली है - भजन - हिन्दी में पढ़ें
जरा फूल बिछा दो आँगन में, मेरी मैया आने वाली है, मेरी मैया आने वाली है, मेरी मैया आने वाली है, जरा फूल बिछा दो आंगन में, मेरी मैया आने वाली है ॥
Bhajan Mata Rani BhajanNavratri BhajanMaa Sherawali BhajanDurga Puja BhajanJagran BhajanMata Ki Chauki BhajanGupt Navratri BhajanMaa Durga BhajanMata BhajanAshtami BhajanMahalaya BhajanAmbe BhajanMaa Jagdambe BhajanMata Ki Bhajan Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Ik Din Vo Bhole Bhandari Banke Braj Ki Nari

Ik Din Vo Bhole Bhandari, Ban Karake Braj Ki Naari, Braj Mein Aa Gae | Ek Din Woh Bhole Bhandari Bhajan Lyrics in Hindi And English

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja

Shiv Shankar Ko Jisne Pooja, Uska Hi Uddhar Hua । Ant Kaal Ko Bhavasagar Mein, Uska Beda Paar Hua

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath

Hey Shambhu Baba Mere Bhole Nath, Teeno Lok Mein Tu Hi Tu । Shraddha Suman Mera, Man Belapatri...

Chalo Shiv Shankar Ke Mandir Me Bhakto

Chalo Shiv Shankar Ke Mandir Mein Bhakto, Har Har Har Mahadev Kee Jay Ho ।

Mangal Geet: Heri Sakhi Mangal Gavo Ri..

Heri/Ori Sakhi Mangal Gaavo Ri, Dharti Ambar Sajao Ri | Chokh Puravo, Mati Rangavo, Aaj Mere Piya Ghar Aavenge