Jinke Hriday Hari Naam Base (जिनके हृदय हरि नाम बसे - भजन)


Jinke Hriday Hari Naam Base,
Tin Aur Ka Naam Liya Na Liya ।
Jinke Hriday Hari Naam Base,
Jin Ke Dware Par Gang Bahe,
Jin Ke Dware Par Gang Bahe,
Tin Kup Ka Nir Piya Na Piya,
Tin Kup Ka Nir Piya Na Piya ।

Jinke Hriday Hari Naam Base,
Tin Aur Ka Naam Liya Na Liya ।
Jinke Hriday Hari Naam Base,

Jin Kaam Kiya Parmarth Ka,
Jin Kaam Kiya Parmarth Ka,
Tin Hath Se Daan Diya Na Diya,
Tin Hath Se Daan Diya Na Diya ।

Jinke Hriday Hari Naam Base,
Tin Aur Ka Naam Liya Na Liya ।
Jinke Hriday Hari Naam Base,

Jin Ke Ghar Ek Saput Bhayo,
Jin Ke Ghar Ek Saput Bhayo,
Tin Lakh Kaput Bhaya Na Bhaya,
Tin Lakh Kaput Bhaya Na Bhaya ॥

Jinke Hriday Hari Naam Base,
Tin Aur Ka Naam Liya Na Liya ।
Jinke Hriday Hari Naam Base,

Jin Maat Pita Ki Seva Kari,
Jin Maat Pita Ki Seva Kari,
Tin Tirth Vrat Kiya Na Kiya,
Tin Tirth Vrat Kiya Na Kiya ॥

Jinke Hriday Hari Naam Base,
Tin Aur Ka Naam Liya Na Liya ।
Jinke Hriday Hari Naam Base,

Jin Ke Dware Par Gang Bahe,
Tin Kup Ka Nir Piya Na Piya ।

Jin Kaam Kiya Parmarth Ka,
Tin Hath Se Daan Diya Na Diya ।

Jin Ke Ghar Ek Saput Bhayo,
Tin Lakh Kaput Bhaya Na Bhaya ।

Jin Maat Pita Ki Seva Kari,
Tin Tirth Vrat Kiya Na Kiya ।

Tulsidas Vichar Kahe,
Tulsidas Vichar Kahe,
Kapti Ko Meet Kiya Na Kiya,
Kapti Ko Meet Kiya Na Kiya ॥

Jinke Hriday Hari Naam Base,
Tin Aur Ka Naam Liya Na Liya ।
Jinke Hriday Hari Naam Base,
जिनके हृदय हरि नाम बसे - भजन - हिन्दी में पढ़ें
जिनके हृदय हरि नाम बसे, तिन और का नाम लिया ना लिया । जिनके हृदय हरि नाम बसे..
Bhajan Shri Ram BhajanShri Raghuvar BhajanRam Navmi BhajanSundarkand BhajanRamayan Path BhajanVijayadashami BhajanMata Sita BhajanRam Sita Vivah BhajanAnup Jalota Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Latest Bhajan ›

Aarti Jai Jai Shanidev Maharaj

Jai Jai Shani Dev Maharaj, Jan ke Sankat Harane Wale। Tum Surya Putra Balidhari..

Hanumat Jay Bajrangbali

Hanumat Jay Bajarangabali, Aapaka Naam Japa Hai Jisane, Vipada Usaki Tali, Pavanasut Jay Bajarangabali ॥

Swarna Parvatakar Sarira Shri Hanuman kahave

Swarna Parvatakar Sarira Shri Hanuman kahave, Salasar Ke Swarn Kalash Par Laal Dhwaj Laharaye ॥

Darbar Saja Tera Nyara Nirkhat Nirkhat Main Hara

Darbar Saja Tera Nyara, Nirakhat Nirakhat Main Hara ॥

Ram Bhakt Le Chala Re Ram Ki Nishani

Ram Bhakt Le Chala Re, Ram Ki Nishani, Sheesh Par Khadaun, Akhiyon Mein Pani, Ram Bhakt Len Chala Re, Ram Ki Nishani ॥