Jo Bhaje Hari Ko Sada (जो भजे हरि को सदा...)


Jo Bhaje Hari Ko Sada, Sohe Param Pad Pavega।
Deh Ke Mala, Tilak Aur Chap, Nahin Kis Kam Ke,
Prem Bhakti Bina Nahin Nath Ke Man Bhave।

Dil Ke Darpan Ko Sapha Kar, Door Kar Abhiman Ko,
Khak Ko Guru Ke Kadam Ki, Too Prabhu Mil Jayega।

Chhod Duniye Ke Maze Sab, Baith Kar Ekant Main,
Dhyan Dhar Hari Ka, Charan Ka, Phir Janam Nahi Aayega।

Drid Bharosa Man Main Karake, Jo Jape Hari Naam Ko,
Kahata Hai Brahmanand, Beech Samayega।

Jo Bhaje Hari Ko Sada, Sohe Param Pad Pavega।
जो भजे हरि को सदा... - हिन्दी में पढ़ें
जो भजे हरि को सदा, सोही परम पद पावेगा। देह के माला, तिलक और छाप, नहीं किस काम के...
Bhajan Shri Vishnu BhajanNarayan Bhajan
If you love this bhajan please like, share or comment!


* Please share any of your suggestions or ideas with us.** Please write your any type of feedback or suggestion(s) on our contact us page. Whatever you think, (+) or (-) doesn't metter!

Shiv Stuti: Ashutosh Shashank Shekhar

Ashutosh Shashank Shekhar, Chandra Mauli Chidambara, Koti Koti Pranam Shambhu

Kanwar Saja Ke Chalo Sawan Ritu Hai Aayi

Kaanvad Saja Ke Chalo, Sawan Ritu Hai Aayi, Bhakto Ko Shiv Ne Apne, Awaj Hai Lagae, Kaanvad Saja Ke Chalo, Sawan Ritu Hai Aayi ॥

Hey Shivshankar Hey Karunakar

Hey Shivshankar Hey Karunakar, Hey Parmeshwar Parampita Har Har Bhole Namah Shivay,

Bhole Bhandari Sabke Hi Bhandar Bhare

Bhole Bhandari Sabke Hi Bhandar Bhare, Jo Pooje Unko, Unka Vo Uddhar Kare

Shiv Shankar Ka Gungaan Karo

Shiv Shankar Ka Gungaan Karo, Shiv Bhakti Ka Raspaan Karo, Jeevan Jyotirmay Ho Jaye